SEARCH RESULTS
Showing search results for "faaqa"
Ghazal MATCHES FOR "faaqa"
Ghazal
aaj bhii gaa.nv me.n kuchh kachche makaano.n vaale
ghar me.n ham-saa.e ke faaqa nahii.n hone dete
Meraj Faizabadi
Ghazal
uThaa kar kyo.n na phe.nke.n saarii chiize.n
faqat kamro.n me.n Tahlaa kyo.n kare.n ham
Jaun Eliya
Ghazal
vo faaqa-kash ki maut se Dartaa nahii.n zaraa
ruuh-e-mohammad us ke badan se nikaal do
Allama Iqbal
Ghazal
qarz kii piite the mai lekin samajhte the ki haa.n
ra.ng laavegii hamaarii faaqa-mastii ek din
Mirza Ghalib
Ghazal
apnii Gairat ke liye faaqa-kashii bhii manzuur
terii sharto.n pe KHazaana bhii nahii.n chaahte ham
Haseeb Soz
Ghazal
vo faaqa-mast huu.n jis raah se guzartaa huu.n
salaam kartaa hai aashob-e-rozgaar mujhe
Khalilur Rahman Azmi
Ghazal
ab to faqr-o-faaqa kii aabruu isii se hai
taar taar daaman ko kyo.n bhalaa siyaa jaa.e
Pirzada Qasim
Ghazal
jalte jalte bujh ga.ii ik mom-battii raat ko
mar ga.ii faaqa-zadaa ma.asuum bachchii raat ko
Sibt Ali Saba
Ghazal
Aazim Kohli
Ghazal
Sultan Akhtar
Ghazal
gar yuu.n hii Gaalib rahaa ham par suKHan kaa qarz ye
''ra.ng laa.egii hamaarii faaqa-mastii ek din''
Bharat Bhushan Pant
Ghazal
taraqqii kaa vo da.avaa kar rahaa hai
magar har shaKHs faaqa kar rahaa hai
Mohammad Azhar Shams
Ghazal
ham qalandar hai.n hame.n aataa hai faaqa karnaa
ham ne siikhaa hii nahii.n ko.ii tamaasha karnaa
Mohammad Ali Sahil
Ghazal
Taufeeq Sagar
Ghazal
roz raqiibo.n kaa daavat par iThlaanaa
aur in do aa.nkho.n kaa faaqa ek taraf
Dr. Bhawana Srivastava
Ghazal
KHud to bhuukii hai khilaatii hai magar bachcho.n ko
mai.n to qurbaan gayaa dekh ke faaqa maa.n kaa