SEARCH RESULTS
Showing search results for "faaqa"
Nazm MATCHES FOR "faaqa"
Nazm
mujrim
shiddat-e-faaqa se rote hu.e nanhe bachche
ek roTii ke nivaale se bahal jaate hai.n
Shakeb Jalali
Nazm
inqalab
tujhe bhii dekhe.nge majbuur-e-faaqa-o-aflaas
tujhe bhii qaid-e-Gam-o-iztiraab dekhe.nge
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
mere git tumhaare hain
aaj se ai mazduur kisaano mere giit tumhaare hai.n
faaqa-kash insaano mere jog-bahaag tumhaare hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
shaer log
diin o duniyaa kii daulat luTaate rahe
faqr-o-faaqa kaa tosha sambhaale hu.e
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
kuchh baaten
taaj-e-shaahii ke qasiide ho chuke
faaqa-kash jamhuur kii baate.n kare.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
tarah-e-nau
faaqa-kasho.n ke KHuun me.n hai josh-e-intiqaam
sarmaaya ke fareb jahaa.n-parvarii kii KHair
Sahir Ludhianvi
Nazm
ghaalib ka postmortem
aashiq-e-bint-e-enab ko aap kahte hai.n valii
faaqa-mastii me.n bhii har dam kar rahaa hai mai-kashii
Nashtar Amrohvi
Nazm
aap-biti
faaqa-mastii me.n bikharte hu.e saare rishte
ta.ng-dastii ke sabab saarii fazaa.e.n behaal
Khalilur Rahman Azmi
Nazm
hashr ki subh daraKHshan ho maqam-e-mahmud
jau kii roTii kabhii mil jaa.e kabhii faaqa-kashii
bhuuk se peT pe patthar kabhii baa.ndhe kis ne
Adil Mansuri
Nazm
zarurat-e-ittihad
faqr-o-faaqa se paa.emaal hai ab
qarz me.n is kaa baal baal hai ab