SEARCH RESULTS
Showing search results for "faaqa-kash"
Ghazal MATCHES FOR "faaqa-kash"
Ghazal
KHud ye faaqa-kash-o-naadaar kahaa.n bolte hai.n
dukh to jitne hai.n ba-andaaz-e-fuGaa.n bolte hai.n
Akram Kunjahi
Ghazal
jinhe.n ehsaas-e-KHuddaarii hai ai dost
hai.n faaqa-kash magar saa.il nahii.n hai.n
Basir Tonki
Ghazal
vo faaqa-kash ki maut se Dartaa nahii.n zaraa
ruuh-e-mohammad us ke badan se nikaal do
Allama Iqbal
Ghazal
ye faaqa-kash ki jinhe.n haif KHud-farebii me.n
shikam kii serii ko paanii bilonaa pa.Dtaa hai
Mahendra Partap Chand
Ghazal
baad do roz ke hai apnaa lahuu mujh ko mubaah
faaqa-kash ko hu.aa murdaar ravaa tiisre din
Abul Baqa Sabr Saharanpuri
Ghazal
logo.n kaa haal mere vatan me.n 'ajiib hai
ko.ii hai faaqa-kash to kisii ko amaa.n nahii.n
Dr. Jafar Askari
Ghazal
us faaqa-kash ko faqr kii ta.aliim diijiye
chehre pe jis ke ro.ab na jaah-o-jalaal thaa
Mohammad Mustahsan Jami
Ghazal
muflis-o-naadaar faaqa-kash the ham paivand-kaar
aur kitne the hamaare naam ab bhii yaad hai
Daood Mohsin
Ghazal
Mani Nagpuri
Ghazal
Gurbat ke ranj faaqa-kashii ke malaal khii.nch
ai 'daaG' par zamaane se dast-e-savaal khii.nch
Dagh Dehlvi
Ghazal
aasuudgii kaa daur hai faaqa-kashii bhii hai
sab kuchh hai apne paas magar kuchh kamii bhii hai