SEARCH RESULTS
Showing search results for "faisla"
Ghazal MATCHES FOR "faisla"
Ghazal
qurbat bhii nahii.n dil se utar bhii nahii.n jaataa
vo shaKHs ko.ii faisla kar bhii nahii.n jaataa
Ahmad Faraz
Ghazal
milte hu.e dilo.n ke biich aur thaa faisla ko.ii
us ne magar bichha.Dte vaqt aur savaal kar diyaa
Parveen Shakir
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
faqat nigaah se hotaa hai faisla dil kaa
na ho nigaah me.n shoKHii to dilbarii kyaa hai
Allama Iqbal
Ghazal
zamii.n kii kaisii vakaalat ho phir nahii.n chaltii
jab aasmaa.n se ko.ii faisla utartaa hai
Waseem Barelvi
Ghazal
aap sukh se hai.n tark-e-ta.alluq ke ba.ad
itnii jaldii na ye faisla kiijiye
Khumar Barabankavi
Ghazal
kuchh faisla to ho ki kidhar jaanaa chaahiye
paanii ko ab to sar se guzar jaanaa chaahiye
Parveen Shakir
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
sazaa de.n sila de.n banaa de.n miTaa de.n
magar vo ko.ii faisla to sunaa de.n
Sudarshan Faakir
Ghazal
apne KHilaaf faisla KHud hii likhaa hai aap ne
haath bhii mal rahe hai.n aap aap bahut ajiib hai.n
Pirzada Qasim
Ghazal
faisla likkhaa hu.aa rakkhaa hai pahle se KHilaaf
aap kyaa KHaak adaalat me.n safaa.ii de.nge
Waseem Barelvi
Ghazal
kuu-e-qaatil hai magar jaane ko jii chaahe hai
ab to kuchh faisla kar jaane ko jii chaahe hai
Kaleem Aajiz
Ghazal
hashr me.n pesh-e-KHudaa faisla is kaa hogaa
zindagii me.n mujhe us gabr ko tarsaane do