SEARCH RESULTS
Showing search results for "faqiir"
Ghazal MATCHES FOR "faqiir"
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
ek do roz kaa sadma ho to ro le.n 'faakir'
ham ko har roz ke sadmaat ne rone na diyaa
Sudarshan Faakir
Ghazal
dil bhii kisii faqiir ke hujre se kam nahii.n
duniyaa yahii.n pe laa ke chhupaa denii chaahiye
Rahat Indori
Ghazal
daaraa o sikandar se vo mard-e-faqiir aulaa
ho jis kii faqiirii me.n buu-e-asadul-laahii
Allama Iqbal
Ghazal
kuchh to duniyaa kii inaayaat ne dil to.D diyaa
aur kuchh talKHii-e-haalaat ne dil to.D diyaa
Sudarshan Faakir
Ghazal
isii galii me.n vo bhuukaa faqiir rahtaa thaa
talaash kiije KHazaana yahii.n se niklegaa
Rahat Indori
Ghazal
chand ma.asuum se patto.n kaa lahuu hai 'faakir'
jis ko mahbuub kii haatho.n kii hinaa kahte hai.n
Sudarshan Faakir
Ghazal
uThaa kar kyo.n na phe.nke.n saarii chiize.n
faqat kamro.n me.n Tahlaa kyo.n kare.n ham
Jaun Eliya
Ghazal
mujh saa ko.ii faqiir nahii.n hai ki jis ke paas
kashkol ret kaa hai sadaa.o.n me.n ret hai
Tahzeeb Hafi
Ghazal
haath me.n sone kaa kaasa le ke aa.e hai.n faqiir
is numaa.ish me.n tiraa dast-e-talab dekhegaa kaun
Meraj Faizabadi
Ghazal
bahut se aur bhii ghar hai.n KHudaa kii bastii me.n
faqiir kab se kha.Daa hai javaab de jaa.o
Bashir Badr
Ghazal
jab duur tak na ko.ii faqiir-aashnaa milaa
teraa niyaaz-mand tire dar se jaa milaa
Seemab Akbarabadi
Ghazal
yahaa.n kahaa.n tiraa sajjaada aa ke KHaak pe baiTh
ki ham faqiir tujhe boriyaa nahii.n de.nge
Rahat Indori
Ghazal
chaa.ndnii raat mohabbat me.n hasii.n thii 'faakir'
ab to biimaar ujaalo.n pe ha.nsii aatii hai