SEARCH RESULTS
Showing search results for "faqiirii"
Ghazal MATCHES FOR "faqiirii"
Ghazal
daaraa o sikandar se vo mard-e-faqiir aulaa
ho jis kii faqiirii me.n buu-e-asadul-laahii
Allama Iqbal
Ghazal
Makhmoor Dehlvi
Ghazal
Mehshar Afridi
Ghazal
kaafir hai musalmaa.n to na shaahii na faqiirii
momin hai to kartaa hai faqiirii me.n bhii shaahii
Allama Iqbal
Ghazal
aah ki khoyaa gayaa tujh se faqiirii kaa raaz
varna hai maal-e-faqiir saltanat-e-ruum-o-shaam
Allama Iqbal
Ghazal
miirii me.n faqiirii me.n shaahii me.n Gulaamii me.n
kuchh kaam nahii.n bantaa be-jur.at-e-rindaana
Allama Iqbal
Ghazal
le ke faqiirii aas lagaa.ii duniyaa se
'baaqar' pyaare tuu bhii sag-e-duniyaa niklaa
Sajjad Baqar Rizvi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Irfan Siddiqi
Ghazal
rashk-e-shaahii ho na kyuu.n apnii faqiirii 'hasrat'
kab se karte hai.n Gulaamii shah-e-jiilaanii kii
Hasrat Mohani
Ghazal
vo amiirii me.n Gazal kahte hai.n kahte ho.nge
sachche shaa.ir to faqiirii me.n Gazal kahte hai.n
Urmilesh
Ghazal
sadaaqat saadgii o.Dhe bulandii thaam letii hai
shahanshah kii rasaa.ii ko faqiirii thaam letii hai