SEARCH RESULTS
Showing search results for "faraagat"
Ghazal MATCHES FOR "faraagat"
Ghazal
is zindagii me.n itnii faraaGat kise nasiib
itnaa na yaad aa ki tujhe bhuul jaa.e.n ham
Ahmad Faraz
Ghazal
us raat der tak vo rahaa mahv-e-guftuguu
masruuf mai.n bhii kam thaa faraaGat use bhii thii
Mohsin Naqvi
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
ik umr ke dukh paa.e sote hai.n faraaGat se
ai GalGala-e-mahshar ham ko na jagaa jaanaa
Meer Mehdi Majrooh
Ghazal
Zafar Iqbal
Ghazal
lutf-e-dil-bastagii-e-aashiq-e-shaidaa ko na puuchh
do jahaa.n se is asiirii ne faraaGat dii hai
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
itnii bhii faraaGat hai yahaa.n kis ko mayassar
ye ek taraf baiTh ke ronaa hii bahut hai
Zafar Iqbal
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
be-KHudii bistar-e-tamhiid-e-faraaGat ho jo
pur hai saa.e kii tarah meraa shabistaa.n mujh se
Mirza Ghalib
Ghazal
fazaa-e-KHanda-e-gul tang o zauq-e-aish be-parvaa
faraaGat-gaah-e-aaGosh-e-vidaa-e-dil-pasand aayaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
hai yaas me.n 'asad' ko saaqii se bhii faraaGat
dariyaa se KHushk guzre masto.n kii tishna-kaamii
Mirza Ghalib
Ghazal
vaa.n se nikal ke phir na faraaGat hu.ii nasiib
aasuudgii kii jaan tirii anjuman me.n thii
Hasrat Mohani
Ghazal
hirs ke phailte hai.n paa.nv ba-qadr-e-us.at
tang hii rahte hai.n duniyaa me.n faraaGat vaale
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
ye kyuu.n kahte ho raah-e-ishq par chalnaa hai ham ko
kaho ki zindagii se ab faraaGat chaahiye hai
Farhat Nadeem Humayun
Ghazal
ye shaa'irii ye aap kaa zauq-e-mutaala
fursat kaa mashGala hai faraaGat kii baat hai