SEARCH RESULTS
Showing search results for "faraagat"
Nazm MATCHES FOR "faraagat"
Nazm
chand nasihaten
hai buraa.ii hii buraa.ii kaam kal par chho.Dnaa
aaj sab kuchh kar ke uTho gar faraaGat chaahiye
Allama Iqbal
Nazm
guDDe miyan ki shadi
har ik rasm se jab faraaGat hu.ii
to mircho.n ke phuulo.n kii baddhii pa.Dii
Akhgar Mushtaq Raheem Aabadi
Nazm
ishrat-e-tanhai
ab ye armaa.n ki badal jaa.e jahaa.n kaa dastuur
ek ik aa.nkh me.n ho aish o faraaGat kaa suruur
Asrarul Haq Majaz
Nazm
sarapa
sab se faraaGat ke baa'd kalaf me.n ak.Daa
safed malmal kaa kurtaa aur laTThe kii shalvaar
Urooj Jafri
Nazm
mera ji chahta hai
zaraa saa aasmaa.n jis se mai.n apne sar ko Dhak luu.n
faraaGat kaa ko.ii lamha ki jis me.n
Hamida Shaheen
Nazm
faraghat ka KHunuk mausam
faraaGat ke KHunuk mausam me.n
dil kii niim-taariikii me.n baiThaa huu.n
Moeen Nizami
Nazm
be-masraf rishton ki faraghat
be-masraf rishto.n kii faraaGat!!
aur vaqt bahut hai hamaare paas!!!
Anjum Saleemi
Nazm
zist-mizajon ka nauha
kaun saa zahr tire hijr kaa tiryaaq bane
bas isii kaar-e-faraaGat pe hai maamuur ye dil
Iliyas Babar Aawan
Nazm
apne bad-guman se
ye to socho ki zamaane kaa taqaazaa kyaa hai
aaj insaan kii qismat me.n faraaGat hii nahii.n