SEARCH RESULTS
Showing search results for "faraaham"
Ghazal MATCHES FOR "faraaham"
Ghazal
na tan me.n KHuun faraaham na ashk aa.nkho.n me.n
namaaz-e-shauq to vaajib hai be-vuzuu hii sahii
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
saat aqliim kaa haasil jo faraaham kiije
to vo lashkar kaa tire naal-e-bahaa hotaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
misaal ye mirii koshish kii hai ki murG-e-asiir
kare qafas me.n faraaham KHas aashiyaa.n ke liye
Mirza Ghalib
Ghazal
Ajmal Siraj
Ghazal
ba-naala haasil-e-dil-bastagii faraaham kar
mataa-e-KHaana-e-zanjiir juz sadaa maa'luum
Mirza Ghalib
Ghazal
phir halqa-e-kaakul me.n pa.Dii.n diid kii raahe.n
juu.n duud faraaham hu.ii.n rauzan me.n nigaahe.n
Mirza Ghalib
Ghazal
to faraaham na ho mujh ko ye hai marzii terii
tujh ko jab chaahuu.n bulaa luu.n ye ijaazat mujhe de
Farhat Ehsas
Ghazal
Sada Ambalvi
Ghazal
bhalaa shaiKH-saahab hame.n kyuu.n pilaa.e.n
ba.Dii mushkilo.n se hu.ii hai faraaham
Anwar Shuoor
Ghazal
phir qafas se lauT kar aa.e chaman me.n phir vahii
aashiyaa.n ke vaaste tinke faraaham kiijiye
Bismil Saeedi
Ghazal
mavaad kar ke faraaham chamaktii sa.Dko.n se
sajaa rahaa huu.n Gazal ko na.e KHayaalo.n se
Hazin Ludhianvi
Ghazal
Aziz Hamid Madni
Ghazal
Shanawar Ishaq
Ghazal
mai-e-nashaat-o-tarab jis kaa ham se va.ada thaa
jabhii hu.ii na faraaham to ab kahaa.n hogii
Shaad Aarfi
Ghazal
Shaad Aarfi
Ghazal
faraaham kar badan kii raushnii apnii ki mujh ko
rafuu honaa hai aur ye kaam hai biinaa.ii vaalaa