SEARCH RESULTS
Showing search results for "fard-e-bashar"
Ghazal MATCHES FOR "fard-e-bashar"
Ghazal
ek bichh.De hu.e saa.e ke ta.aaqub me.n 'bashar'
sabhii raaho.n pe ga.e ham rah-e-manzil ke sivaa
Bashar Nawaz
Ghazal
biitii baato.n pe tuu na ro ai 'bashar'
kal kii sochegaa to KHushii hogii
Vinod Kumar Tripathi Bashar
Ghazal
aashob jahaa.n-guzaraa.n ne ye kiyaa hai
is daur kaa har fard-o-bashar aabla-paa hai
Wakil Akhtar
Ghazal
kahne ko to har fard-o-bashar sab hai.n baraabar
duniyaa me.n magar shor bapaa aur hii kuchh hai
Lalan Chaudhary
Ghazal
Charan Singh Bashar
Ghazal
insaaniyat ke naam pe kab tak la.De.nge ham
kab tak bahegaa KHuun-e-'bashar' dekhnaa ye hai
Charan Singh Bashar
Ghazal
Charan Singh Bashar
Ghazal
Hakeem Aagha Jan Aish
Ghazal
ik jurm aur fard-e-jaraa.em me.n ba.Dh gayaa
yaa'nii na dard-e-dil kaa ho iz.haar aaj-kal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Kanval M. A
Ghazal
tasKHiir-e-kaa.enaat ke da.ave bajaa sahii
ham-rutba-e-KHudaa bhii hu.aa hai bashar kahii.n
Kanval M. A
Ghazal
lafz-e-shar to bashar me.n shaamil hai
kyo.n ho hairaa.n bashar me.n shar hai to
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
nek-o-bad kii jise KHabar hii nahii.n
shar hai kam-baKHt vo bashar hii nahii.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
kahtaa hai kaun sang-o-shajar bolte nahii.n
vo bolte hai.n jab to bashar bolte nahii.n
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
fard-e-qaraar-daad-e-sitam sab ke naam thii
maa'suumiyat ko sab ne kahaa KHair-baad hai
Rahib Maitreya
Ghazal
tum ko karnaa hai madaavaa-e-Gam-e-nau.a-e-bashar
dard-e-dil le ke chalo soz-e-jigar le ke chalo
Athar Ziai
Ghazal
hu.aa na ham se mudaavaa-e-dard-e-nau-e-bashar
bahut chale to savaab-o-gunaah tak pahu.nche
Zuhoor-ul-Islam Javed
Ghazal
kisii ne fard-e-shab-e-hijr maa.ng lii mujh se
jhijak rahaa thaa mai.n aa.he.n shumaar karte hu.e
Mehshar Afridi
Ghazal
dabtaa huu.n kisii se na dabaataa huu.n kisii ko
qaa.el huu.n musaavaat-e-banii-nau-e-bashar kaa