SEARCH RESULTS
Showing search results for "fariiza"
Ghazal MATCHES FOR "fariiza"
Ghazal
ab us ke shahr me.n Thahre.n ki kuuch kar jaa.e.n
'faraaz' aa.o sitaare safar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
shahr me.n rakhiyegaa kuchh pe.D lagaane kii jagah
ye fariiza bhii mazaafaat pe mat chho.Diyegaa
Ejaz Haidar
Ghazal
kaun se bhes me.n mil jaa.e.n farishte hamdam
KHidmat-e-ins-o-bashar apnaa fariiza hai huzuur
Anees Sultana
Ghazal
mire naaseh mujhe samjhaa rahe hai.n
fariiza hai adaa farmaa rahe hai.n
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Ghazal
tujhe vaziife se fursat nahii.n zaraa vaa.iz
mujhe fariiza muqaddam dikhaa.ii detaa hai
Sarshar Hoshyarpuri
Ghazal
kartaa hai vo jafaa to kare mai.n vafaa karuu.n
yuu.n apnii dostii kaa fariiza adaa karuu.n
Riyazat Ali Shaiq
Ghazal
chaahuu.n to maslahat ko fariiza qaraar duu.n
par kyaa karuu.n ki sunnat-e-ajdaad aur hai
Mohammad Iftikharul Haq Samaj
Ghazal
Iftikhar Ahamad Siddiqi
Ghazal
ham ahl-e-qalam us ko samajhte hai.n fariiza
sachchaa.ii ko alfaaz me.n zam karte rahe.nge
Syed Muzaffar Ahmad Ziya
Ghazal
be-sabab ko.ii fariiza nahii.n achchhaa hotaa
jald-baazii kaa natiija nahii.n achchhaa hotaa
Rahi Hameedi Chand Puri
Ghazal
zabt laazim hai magar dukh hai qayaamat kaa 'faraaz'
zaalim ab ke bhii na ro.egaa to mar jaa.egaa
Ahmad Faraz
Ghazal
is kii vo jaane use paas-e-vafaa thaa ki na thaa
tum 'faraaz' apnii taraf se to nibhaate jaate
Ahmad Faraz
Ghazal
abhii kuchh aur karishme Gazal ke dekhte hai.n
'faraaz' ab zaraa lahja badal ke dekhte hai.n