SEARCH RESULTS
Showing search results for "fariiza"
Nazm MATCHES FOR "fariiza"
Nazm
shikwa
saaz KHaamosh hai.n fariyaad se maamuur hai.n ham
naala aataa hai agar lab pe to ma.azuur hai.n ham
Allama Iqbal
Nazm
ek bar kaho tum meri ho
haa.n dil kaa daaman phailaa hai
kyuu.n gorii kaa dil mailaa hai
Ibn e Insha
Nazm
chand roz aur meri jaan
ik zaraa sabr ki fariyaad ke din tho.De hai.n
arsa-e-dahr kii jhulsii hu.ii viiraanii me.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ai ishq hamein barbaad na kar
aur zabt kahe fariyaad na kar
ai ishq hame.n barbaad na kar
Akhtar Shirani
Nazm
tulu-e-islam
kashiid abr-e-bahaarii KHema andar vaadii o sahraa
sadaa-e-aabshaaraa.n az faraaz-e-koh-saar aamad
Allama Iqbal
Nazm
parinde ki fariyaad
gaanaa ise samajh kar KHush ho.n na sun.ne vaale
dukhte hu.e dilo.n kii fariyaad ye sadaa hai
Allama Iqbal
Nazm
etiraf
merii fariyaad-e-jigar-doz miraa naala-e-zaar
shiddat-e-karb me.n Duubii hu.ii merii guftaar
Asrarul Haq Majaz
Nazm
bahut KHub-surat ho tum
farishte bhii dekhe.n to ho jaa.e.n paagal
vo paakiiza muurat ho tum bahut KHuub-suurat ho tum
Tahir Faraz
Nazm
aaKHiri KHat
al-qissa ma.aal-e-Gam-e-ulfat pe ha.nso tum
yaa ashk bahaatii raho fariyaad karo tum
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
KHizr-e-rah
ai giraftaar-e-abuu-bakr-o-alii hushiyaar-baash
'ishq ko fariyaad laazim thii so vo bhii ho chukii
Allama Iqbal
Nazm
lenin
vo qaum ki faizaan-e-samaavii se ho mahruum
had us ke kamaalaat kii hai barq o buKHaaraat
Allama Iqbal
Nazm
koi aashiq kisi mahbuba se!
umr-e-rafta ke kisii taaq pe bisraa hu.aa dard
phir se chaahe ki farozaa.n ho to ho jaane do