SEARCH RESULTS
Showing search results for "fasaad-aamaada"
Ghazal MATCHES FOR "fasaad-aamaada"
Ghazal
Aftab Iqbal Shamim
Ghazal
dil lagaa kar lag gayaa un ko bhii tanhaa baiThnaa
baare apnii bekasii kii ham ne paa.ii daad yaa.n
Mirza Ghalib
Ghazal
dil ko dillii kii tarah tuu ne ujaa.Daa hai faqat
mat samajh lenaa ki ye zer-o-zabar pahle se hai
Syeda Farah Shah
Ghazal
pahle qadam jamaane hai.n 'raashid' zamiin par
phir jo bhii ho zamii.n kaa iraada pasand hai
Mehmood Rashid
Ghazal
baa.is-e-imbisaat ho aamad-e-nau-bahaar kyaa
ra.ng-e-chaman dikhaa.egaa siina-e-daaG-daar kyaa
Tilok Chand Mahroom
Ghazal
Bhartendu Harishchandra
Ghazal
shagufta apnaa dil-e-daaG-daar rahtaa hai
yahaa.n KHizaa.n me.n bhii lutf-e-bahaar rahtaa hai
Munshi Thakur Parsad Talib
Ghazal
Gam tiraa Gam bhii hai taskiin kaa paiGaam bhii hai
hai agar ishq me.n takliif to aaraam bhii hai
Sadaf Lucknowi
Ghazal
KHudaa ke zikr me.n mashGuul hai.n jo mast pahaa.D
samajh ga.e hai.n yaqiinan adaa-e-vaqt pahaa.D
Faisal Nadeem Faisal
Ghazal
KHariidne kaa na.e phuul kuchh iraada na.ii.n
kise mile.n ki hamaaraa kisii se va.ada na.ii.n
Faisal Imam Rizvi
Ghazal
Rakesh Dilbar
Ghazal
inaayat hai tirii bas ek ehsaan aur itnaa kar
mire is dard kii mii.aad me.n bhii kuchh izaafa kar
Shahram Sarmadi
Ghazal
funuun-e-vaqt kii mujh par asaas rakh denaa
bulandiyaa.n mire paa.nv ke paas rakh denaa
Waqar Tahiri
Ghazal
do damo.n se hai faqat gor-e-Gariibaa.n aabaad
tum hamesha raho ai hasrat-o-armaa.n aabaad
Taashshuq Lakhnavi
Ghazal
insaa.n hai agar tuu to zamaane ko bataa de
so.e hai.n jo be-KHauf zaraa un ko jagaa de
Triveni Prasad Dubey
Ghazal
bekaar ga.ii hai mirii taqdiir hamesha
KHaamosh rahii hai tirii tasviir hamesha