SEARCH RESULTS
Showing search results for "fasaano.n"
Ghazal MATCHES FOR "fasaano.n"
Ghazal
jis ko bharii bahaar me.n Gunche na kah sake
vo vaaqi.a bhii mere fasaano.n ne le liyaa
Saghar Siddiqui
Ghazal
tiraa jamaal fasaano.n me.n rang bhartaa hai
tire shabaab se dilkash mirii kahaanii hai
Nushur Wahidi
Ghazal
vo fasaane jo mire naam se mansuub hu.e
un fasaano.n me.n tirii baat bhii aa jaatii hai
Qateel Shifai
Ghazal
tiraa jamaal fasaano.n me.n rang bhartaa hai
tire shabaab se dilkash mirii kahaanii hai
Nushur Wahidi
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
Zafar Iqbal
Ghazal
bulaa rahe hai.n ufuq par jo zard-ruu Tiile
kaho to ham bhii fasaano.n ke raaz ho jaa.e.n
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
Khwaja Zameer
Ghazal
Vinod Kumar Tripathi Bashar
Ghazal
nadiim-e-shab ko.ii afsaana-e-fusuun-o-tilism
ki zindagii kii jhalak hai inhii.n fasaano.n me.n
Rais Amrohvi
Ghazal
Riyaz Khairabadi
Ghazal
zindagii un ke fasaano.n se bhii uktaa sii ga.ii
jo thii sar-taa-ba-qadam gosh giraa.n-gosh hu.ii
Aleem Masroor
Ghazal
jo fasaano.n ko haqiiqat me.n badal detaa hai
ye bhii mumkin hai haqiiqat ko fasaana kar de
Nigar Azeem
Ghazal
rakhe the kis ne vo auraaq taaqche pe 'ayaaz'
vo chaahato.n ke fasaano.n ko le u.Dii hai havaa
Ayaz Rasool Nazki
Ghazal
vaise to ye jahaan fasaano.n ka Dher hai
lekin fasaane apne bahut hii aham rahe
Abdullah Bahar
Ghazal
haqiiqato.n se fasaano.n ko kyaa ilaaqa hai
KHudaa nahii.n bhii hai logo magar KHudaa bhii hai