SEARCH RESULTS
Showing search results for "fasaano.n"
Nazm MATCHES FOR "fasaano.n"
Nazm
kabhi kabhi
inhii hasiin fasaano.n me.n mahv ho rahtaa
pukaartii.n mujhe jab talKHiyaa.n zamaane kii
Sahir Ludhianvi
Nazm
taswir-e-dard
rulaataa hai tiraa nazzaara ai hindostaa.n mujh ko
ki ibrat-KHez hai teraa fasaana sab fasaano.n me.n
Allama Iqbal
Nazm
fankar
bhuuk tere ruKH-e-ra.ngii.n ke fasaano.n ke evaz
chand ashiyaa-e-zaruurat kii tamannaa.ii hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
nur-jahan ke mazar par
pahlu-e-shaah me.n ye duKHtar-e-jamhuur kii qabr
kitne gum-gashta fasaano.n kaa pata detii hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
hinDola
inhii.n fazaa.o.n me.n bachpan palaa thaa 'KHusrav' kaa
isii zamii.n se uThe 'tansen' aur 'akbar'
Firaq Gorakhpuri
Nazm
guman ka mumkin- jo tu hai main hun
tumhaare jaise ka.ii fasaano.n ko mai.n ne un ke
abad ke aaGosh me.n utaaraa''
Noon Meem Rashid
Nazm
gham-gusari
jaa.n luTaa dene ke farsuuda fasaano.n pe na jaa
kaun martaa hai mohabbat me.n sabhii jiite hai.n
Ahmad Rahi
Nazm
faisla
thak ga.ii gardish-e-yak-ra.ng se saaqii kii nazar
chand bedaar fasaano.n kaa asar luuT gayaa
Akhtarul Iman
Nazm
safir-e-laila-3
magar ye sab kuchh puraane qisse paraa.ii bastii ke murda qaziye
tumhe.n fasaano.n se kyaa lagaa.o
Ali Akbar Natiq
Nazm
ruh ka sitara
tire siine pe raushan hai haqiiqat sab fasaano.n kii
kahaa.n hai kuchh bataa mujh ko
Unknown
Nazm
sada-kar
ko.ii bhii ruup ho bahruup badal kar ye log
pech-dar-pech fasaano.n kii girah kholte hai.n
Mohsin Ehsan
Nazm
himala se do do baaten
mai-e-majaaz me.n jo nashsha-e-haqiiqat hai
vo yaadgaar hai to ishq ke fasaano.n kii
Jigar Barelvi
Nazm
hawa ka nauha
khi.nche hu.e hai.n fazaa.o.n me.n aatishii.n KHanjar
farishte rote hai.n apne paro.n ko phailaa.e