SEARCH RESULTS
Showing search results for "fasiil-e-kishvar-e-hindustaan"
Ghazal MATCHES FOR "fasiil-e-kishvar-e-hindustaan"
Ghazal
baiThaa hai jo ki saaya-e-diivaar-e-yaar me.n
farmaa.n-ravaa-e-kishvar-e-hinduustaan hai
Mirza Ghalib
Ghazal
aksar naqaab-e-zabt hame.n thaamnaa pa.Daa
jab bhii fasiil-e-shab ko hame.n phaa.ndnaa pa.Daa
Kishwar Naheed
Ghazal
Kiswar Kolari
Ghazal
na jaane kab se hai us paar dekhne kii havas
fasiil-e-zaat se uupar zaraa uThaa mujh ko
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
fasiil-e-shahr-e-anaa me.n shigaaf mai.n ne kiyaa
ye kaar-naama KHud apne KHilaaf mai.n ne kiyaa
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
aalam tilism-e-shahr-e-KHamoshii hai sar-basar
yaa mai.n Gariib-e-kishvar-e-guft-o-shunuud thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
me.n to Gariib-e-shahr-e-suKHan huu.n magar 'jaliil'
farmaa.n-ravaa-e-kishvar-e-iz.haar kaun hai.n
Hasan Akhtar Jaleel
Ghazal
kahiye kyuu.nkar na use baadshah-e-kishvar-e-husn
ki jahaa.n jaa ke vo baiThaa vahii.n darbaar lagaa
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
jin par nisaar shams-o-qamar aasmaa.n ke hai.n
do zarre KHaak-e-kishvar-e-hindostaa.n ke hai.n
Bishan Narayen Darabar
Ghazal
fasiil-e-shahr-e-tamannaa me.n dar banaate hu.e
ye kaun dil me.n dar aayaa hai ghar banaate hu.e
Aftab Hussain
Ghazal
fasiil-e-zaat-girii qaid se rihaa hu.e ham
KHayaal-e-Gair kii vus.at se aashnaa hu.e ham
Khursheed Rizvi
Ghazal
ummiidvaar-e-jaah na taalib hasham ke hai.n
ham baadshaah kishvar-e-ishq-e-sanam ke hai.n
Radhe Shiyam Rastogi Ahqar
Ghazal
fasiil-e-shahr pe likkhii hai daastaa.n merii
mai.n kaise baat karuu.n qaid hai zabaa.n merii
Khaleel Ahmad
Ghazal
fasiil-e-KHvaab pe sii.Dhii lagaane vaalaa huu.n
mai.n ek raaz se parda uThaane vaalaa huu.n
Salman Sarwat
Ghazal
fasiil-e-jism kii uu.nchaa.ii se utar jaa.e.n
to is KHaraabe se ham log phir kidhar jaa.e.n