SEARCH RESULTS
Showing search results for "fiito"
Ghazal MATCHES FOR "fiito"
Ghazal
photo me.n dil kii choT na tabdiil ho sakii
naqle.n utaar utaar ke akkaas rah gayaa
Abdul Hamid Adam
Ghazal
da.avo.n kii taraazuu me.n to azmat nahii.n tultii
fiite se to kirdaar ko naapaa nahii.n jaataa
Muzaffar Warsi
Ghazal
phuul ke gird phiro baaG me.n maanind-e-nasiim
misl-e-parvaana kisii sham-e-tapaa.n tak aa.o
Ali Sardar Jafri
Ghazal
jagmagaatii hu.ii sa.Dko.n pe akele na phiro
shaam aa.egii kisii mo.D pe Das jaa.egii
Nida Fazli
Ghazal
kashkol-e-chashm le ke phiro tum na dar-ba-dar
'manzuur' qaht-e-jins-e-vafaa kaa ye saal hai
Malikzaada Manzoor Ahmad
Ghazal
galiyo.n me.n merii naa'sh ko khii.nche phiro ki mai.n
jaa.n-daada-e-havaa-e-sar-e-rahguzaar thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
nafrat sii ho ga.ii hai mohabbat ke naam se
photo haTaa chuke hai.n tiraa Diary se ham
Siddharth Saini Saad
Ghazal
ab KHushbu.o.n ke naam pate Dhuu.nDte phiro
mahfil me.n la.Dkiyo.n ke dupaTTe badal ga.e
Shakeel Jamali
Ghazal
haath me.n le kar suuraj kaa naaranjii album
shaam vo photo kise dikhaane lagtii hai
Nahid Akhtar Balooch
Ghazal
un raqiibo.n me.n photo khi.nchaane ke baad
kyaa milegaa tumhe.n jii jalaane ke ba.ad
A.R Sahil 'Aleeg'
Ghazal
Goya Faqir Mohammad
Ghazal
kyuu.n naqsh liye chashm-e-tasavvur me.n phiro ho
ho jaa.e ye gahraa to miTaa.e na miTe hai
Asra Rizvi
Ghazal
aish-o-ishrat karo har vaqt tum 'inshaa-allaah'
husn chamkaa.e phiro sab me.n parii-zaad raho
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
muddato.n qaa.im rahe.ngii ab dilo.n me.n garmiyaa.n
mai.n ne photo le liyaa us ne nazar pahchaan lii
Akbar Allahabadi
Ghazal
sun ke shikva hashr me.n kahte ho sharmaate nahii.n
tum sitam karte phiro duniyaa pe sharmaane ko ham
Qamar Jalalvi
Ghazal
mujhe ye Dar hai kisii kii nazar na lag jaave
phiro na tum khule baalo.n se jaan koThe par