SEARCH RESULTS
Showing search results for "fisq"
Ghazal MATCHES FOR "fisq"
Ghazal
'ishq-baazii aur shai hai fisq hai kuchh aur chiiz
nek-naamii ko na kah 'parvii.n' ki rusvaa.ii hu.ii
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
jo ye us kii rahmat kii tuGyaaniyaa.n hai.n
kujaa zohd-e-zaahid kahaa.n fisq-e-faasiq
Rind Lakhnavi
Ghazal
lazzat ko us ke samjhe.n hai.n kyaa saahib-e-vara.a
ko.ii puuchhe ahl-e-fisq se to baah kaa mazaa
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
Gariiq-e-fisq ke chehre ko yaad phir se kar
masarrato.n bhare ho.nTo.n pe kapkapii mai.n thaa
Mansoor Mahboob
Ghazal
Shauq Bahraichi
Ghazal
fatvaa-e-fisq lagaa shauq se lekin mujh se
apne do-chaar gunaaho.n ke havaale le jaa
Khaleel Husain Balooch
Ghazal
Masood Qureshi
Ghazal
ab fisq-e-zamii.n kaa hai asar arsh-e-barii.n tak
Taltii ho qayaamat bhii to Talne nahii.n dete
Safwat Ali Safwat
Ghazal
buto KHudaa ne kahaa fis-samaa-e-rizqokum aap
milaa hai mujh ko ye haft aasiyaa se daana-e-ishq