SEARCH RESULTS
Showing search results for "fitrat-e-ma.asuum"
Ghazal MATCHES FOR "fitrat-e-ma.asuum"
Ghazal
tire karam se bhii niyyat na ishq kii badlii
vahii hai fitrat-e-ma.asuum-o-saada-kaar kaa rang
Adeeb Malegavi
Ghazal
Talib Dehlavi
Ghazal
husn kii fitrat-e-ma.asuum thii paaband-e-hijaab
ishq se siikh liyaa jalva-numaa ho jaanaa
Mohammad Sadiq Zia
Ghazal
vahii safiine jo tuufaa.n-shanaas the fitrat
sukuut-e-shahr me.n ik iztiraab le aa.e
Fitrat Ansari
Ghazal
husn-e-fitrat ke amii.n qaatil-e-kirdaar na ban
shohrat-e-Gam ke liye raunaq-e-baazaar na ban
Fitrat Ansari
Ghazal
ye ahl-e-husn kii fitrat ajiib fitrat hai
savaal karne se pahle javaab chaahte hai.n
Fitrat Ansari
Ghazal
Fitrat Ansari
Ghazal
rah-e-KHuluus me.n fitrat thii jis kii mustahkam
vo sa.ng-e-miil bhii rahgiir ban gayaa shaayad
Fitrat Ansari
Ghazal
Fitrat Ansari
Ghazal
chashm-e-fitrat se Tapaktaa hai mohabbat kaa jalaal
phail jaa.e na kahii.n aalam-e-idraak me.n aag
Fitrat Ansari
Ghazal
tujh se aur chashm-e-tavajjoh kaa gilaa kyaa ma.anii
teraa fitrat tire iKHlaas ke qaabil bhii nahii.n
Fitrat Ansari
Ghazal
un ke saa.e se bhii tum duur raho ai 'ma.asuum'
apne va.ade se jo ahbaab mukar jaate hai.n
Masoom Sharqi
Ghazal
charaaG-e-jaa.n kaa muqaddar ho jo bhii ai 'ma.asuum'
havaa ke saamne masruuf-e-imtihaan to hai
Masoom Ansari
Ghazal
buu-e-gul kis qadar thii hayaat-aafrii.n
KHvaab se 'fitrat'-e-KHush-suKHan jaag uTThaa
Abdul Aziz Fitrat
Ghazal
luT ga.ii.n jin ke sabab dil kii bahaare.n 'maa’suum'
gulshan-e-dil ke vahii log nigahbaa.n bhii rahe
Jagdeesh Masoom
Ghazal
'ma.asuum' lage ho.nge jinhe.n zaKHm-e-mohabbat
mahsuus kare.nge mire ash.aar kii KHushbuu
Masoom Ansari
Ghazal
ham ne pahle hii KHabar-daar kiyaa thaa 'ma.asuum'
raah-e-ulfat me.n ko.ii ghaat bhii ho saktii hai
Masoom Ansari
Ghazal
'maa'suum' mere haq me.n vo anmol hai.n ratan
qudrat ne jo 'ataa kiye laa'l-o-guhar mujhe