SEARCH RESULTS
Showing search results for "frock"
Ghazal MATCHES FOR "frock"
Ghazal
'ajiib nazro.n se taktaa hai vo dukaano.n ko
Gariib bachchii kii KHaatir frock chaahtaa hai
Zaki Tariq
Ghazal
ba.Dii bahan kii puraanii frock iid ke din
kisii Gariib kii beTii kii bebasii dekho
Shaariq Qamar
Ghazal
aa.nkho.n me.n hai basaa hu.aa tuufaan dekhnaa
nikle hai.n dil se yuu.n mire armaan dekhnaa
Zubair Farooq
Ghazal
ye raaz kis se bataa.uu.n ye baat kis se kahuu.n
hadiis-e-shauq kaa unvaa.n hai ek harf-e-junuu.n
Bashir Farooq
Ghazal
Farooq Shafaq
Ghazal
dostii me.n dil jo TuuTaa dushmanii achchhii lagii
raushnii me.n luT ga.e to tiirgii achchhii lagii
Farooq Shakeel
Ghazal
saaf aa.iina hai kyuu.n mujhe dhundlaa dikhaa.ii de
gar aks hai ye meraa to mujh saa dikhaa.ii de
Zubair Farooq
Ghazal
phuulo.n ko vaise bhii murjhaanaa hai murjhaa.e.nge
khi.Dkiyaa.n kholii.n to sannaaTe chale aa.e.nge
Farooq Shafaq
Ghazal
sadiyo.n kaa phok jism sambhaale to kis tarah
jab umr ko nicho.D ke pal kar diyaa gayaa
Sarwat Zehra
Ghazal
silsile KHvaab ke ashko.n se sa.nvarte kab hai.n
aaj dariyaa bhii samundar me.n utarte kab hai.n
Farooq Shamim
Ghazal
vaaqi'a ko.ii to ho jaataa sa.nbhalne ke liye
raasta mujh ko bhii miltaa ko.ii chalne ke liye
Zubair Farooq
Ghazal
jo KHud pe baiThe biThaa.e zavaal le aa.e
kahaa.n se ham bhii likhaa kar kamaal le aa.e
Farooq Shamim
Ghazal
mai.n to lamhaat kii saazish kaa nishaana Thahraa
tuu jo Thahraa to tire saath zamaana Thahraa