SEARCH RESULTS
Showing search results for "fulaa.n"
Ghazal MATCHES FOR "fulaa.n"
Ghazal
us kii marzii vo jise paas biThaa le apne
is pe kyaa la.Dnaa fulaa.n merii jagah baiTh gayaa
Tahzeeb Hafi
Ghazal
khupaa mast phulaa.n mast kajal mast khulii mast
laTaa.n mast nayan mast dekhan mast parii mast
Quli Qutub Shah
Ghazal
hai yahii arz KHudaa se ki fulaa.n but mil jaa.e
vahii achchhe jo namaazo.n me.n du.aa karte hai.n
Ahmad Husain Mail
Ghazal
fulaa.n se dekho falaane kii baat kartaa hai
ye aa.ina to la.Daane kii baat kartaa hai
Syed Sarosh Asif
Ghazal
ham gunahgaar jo us samt nikal jaate hai.n
ek aavaaz sii aatii hai fulaa.n guzre hai
Shorish kashmiri
Ghazal
pilaa de jaam saaqiyaa ki raat aane vaalii hai
hame.n fulaa.n kii yaad aa.ii phir azaab kii tarah
Vandana Bhardwaj Tiwary Vani
Ghazal
Osama Khalid
Ghazal
nafs qaabuu me.n rahe hosh rahe izzat kaa
jab ko.ii ibn-e-fulaa.n bint-e-fulaa.n tak pahu.nche
Mahwar Sirsivi
Ghazal
mai.n bhii lag-bhag tujh se baahar aa chukaa huu.n
KHair tuu bhii ab fulaa.n kaa mas.ala hai
Harshad B Tiwari
Ghazal
Ejaz Gul
Ghazal
tahqiir mirii is se sivaa bazm me.n kyaa ho
mai.n tujh se muKHaatib tuu fulaa.n-ibn-e-fulaa.n se
Ahmad Aqeel
Ghazal
kar tuu uyuub-e-nazm se parhez ai fulaa.n
shaa'ir hai to tanaafur o taa'qiid se nikal
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
Umair Najmi
Ghazal
fulaa.n kii baat fulaa.n ne sunii fulaa.n se kahii
bas itnii baat pe hangaama KHaandaan me.n hai