SEARCH RESULTS
Showing search results for "gaah-e-aam"
Ghazal MATCHES FOR "gaah-e-aam"
Ghazal
kab aap kaa dar jalva-gah-e-aam nahii.n hai
kab shaam-o-sahar daur me.n vaa.n jaam nahii.n hai
Tahniyatunnisa Begam Tahniyat
Ghazal
tuur ke lutf-e-KHusuusii kii qasam pahle bhii
mere dil par asar-e-jalva-gah-e-aam na thaa
Ali Manzoor Hyderabadi
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
pahluu-o-pusht-o-siina-o-ruKHsaar aa.ina
hai razm-gaah-e-husn kaa ye chaar aa.ina
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
kyaa dekhtaa hai apne sivaa dekhne vaale
aa.iina-e-dil jalva-gah-e-aam nahii.n hai
Afqar Mohani
Ghazal
us aastaa.n pe bashar kyaa malaa.ika hai.n nisaar
mirii jabii.n ne jise sajda-gaah-e-aam kiyaa
Nudrat Kanpuri
Ghazal
sajda gaah-e-aam par sajde se kuchh haasil nahii.n
muft aaluuda jabiin-e-bandagii ho jaa.egii
Jagat Mohan Lal Ravan
Ghazal
jo tajallii-aashnaa thaa jalva-gaah-e-aam me.n
vo nigaahe.n thii.n hamaarii yaa dil-e-naakaam thaa
Rashid Shahjahanpuri
Ghazal
kab KHudaa jaane vo KHalvat se baraamad ho.nge
mahfil-e-naaz abhii jalva-gah-e-aam nahii.n
Nawab Syed Hakeem Ahmad Naqwi badayuni
Ghazal
de ke vo da.avat-e-nazzaara jahaa.n phir na milaa
ye vahii jalva-gah-e-aam hai kyaa arz karuu.n
Barqi Azmi
Ghazal
ye bhii badle hu.e haalaat kaa partav hai ki vo
KHalvat-e-KHaas se taa jalva-gah-e-aam aa.e
Ali Jawad Zaidi
Ghazal
kyo.n kar rahe ho jalva-gah-e-aam kii talaash
manzuur kyaa ihaanat-e-ahl-e-nazar hai aaj
Jauhar Nizami
Ghazal
ye baat sach hai yahaa.n guftuguu avaam se hai
magar adab ko guzargaah-e-aam mat karnaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
dekhaa gayaa na mujh se ma.aanii kaa qatl-e-aam
chup-chaap mai.n hii lafzo.n ke lashkar se kaT gayaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
kamaal-e-fan hai qatl-e-'aam us kaa
vo shiishagar hai aahan-gar nahii.n hai
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
qadmo.n me.n de.n jagah hame.n ahl-e-karam kahii.n
ham raa.ndgaa.n hai.n sajda-gah-e-KHaas-o-aam ke