SEARCH RESULTS
Showing search results for "gaaza-e-kizb-o-riyaa"
Ghazal MATCHES FOR "gaaza-e-kizb-o-riyaa"
Ghazal
yuu.n lagaa jaise giraa.n-baarii-e-shab KHatm hu.ii
Gaaza-e-kizb-o-riyaa ruu-e-sahar se utraa
Shaukat Kazmi
Ghazal
chal aa ki dahr se kizb-o-riyaa kashiid kare.n
kisii ke jurm se apnii sazaa kashiid kare.n
Syed Zamin Abbas Kazmi
Ghazal
Irfan Sattar
Ghazal
Wasil Usmani
Ghazal
hujuum-e-kizb-o-riyaa se bachaa le aa ke zaraa
vajuud-e-sidq-o-safaa me.n mujhe akelaa kar
Tasneem Abidi
Ghazal
har shaKHs yahaa.n apnii anaa me.n hai muqayyad
baatil kaa vahii zo.am vahii kizb-o-riyaa hai
Jameel Azimabadi
Ghazal
jahaa.n pe lamha-ba-lamha vafaa badaltii hai
vahaa.n pe kizb-o-riyaa baar baar biktaa hai
Saqib Kaif
Ghazal
bhii.D duniyaa me.n hai ab kizb-o-riyaa vaalo.n kii
aaj-kal milte nahii.n saahib-e-iimaan bahut
Zakir Husain Husaini Zakir
Ghazal
Ishrat Afreen
Ghazal
Muhammad Ayyub Zauqi
Ghazal
Wasil Usmani
Ghazal
har chashm sa.ng-e-kizb-o-adaavat se surKH hai
ab aadmii ko zindagii karnaa kahaa.n se aa.e
Kishwar Naheed
Ghazal
makr-o-fareb kizb-o-riyaa kaa ye daur hai
kaise kisii pe ko.ii kare e'tibaar dost
Asrar Danish
Ghazal
dahn-e-Guncha se paiGaam-e-vafaa sunte hai.n
Gaaza-e-aariz-e-sad-hast-e-adam hai ham ko
Dattatriya Kaifi
Ghazal
sai.nka.Do.n sajdo.n me.n vaa.iz ko hu.aa hai haasil
ziinat-e-mahfil-e-arbaab-e-riyaa ho jaanaa
Qaisar Amravatwi
Ghazal
imsaal mauj-e-gul hii na thii ziinat-e-chaman
sailaab-e-KHuu.n bhii Gaaza-e-ruu-e-bahaar the
Syed Aabid Ali Aabid
Ghazal
husn ko Gaaza-o-aaraa.ish-e-kaakul chaahe
aa.ina-saaz bhii aa.iina muqaabil maa.nge
Taj Payami
Ghazal
ashko.n ko shafaq-ra.ng kiyaa KHuun-e-jigar se
kyaa Gaaza-e-ruKHsaar-e-sahar ham ne banaayaa
Saghar Nizami
Ghazal
KHuun-e-bulbul ko banaa kar Gaaza-e-ruu-e-bahaar
pattii pattii me.n chaman kii husn paidaa kar diyaa
Fazil Kashmiri
Ghazal
KHidmat ho Gaaza-e-gul-e-ruKH kii nasiim ko
mauj-e-havaa chaman me.n kare intizaam-e-zulf