SEARCH RESULTS
Showing search results for "gaaza-e-kizb-o-riyaa"
Nazm MATCHES FOR "gaaza-e-kizb-o-riyaa"
Nazm
dua
jin kaa dii.n pairvi-e-kizb-o-riyaa hai un ko
himmat-e-kufr mile jur.at-e-tahqiiq mile
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
tawaif
ai zan-e-naapaak fitrat-e-paikar-e-makr-o-riyaa
dushman-e-mehr-o-vafaa Gaarat-gar-e-sharm-o-hayaa
Mahirul Qadri
Nazm
Tipu ki aawaz
phiikaa hai jis ke saamne aks-e-jamaal-e-yaar
azm-e-javaa.n ko mai.n ne vo Gaaza ataa kiyaa
Aale Ahmad Suroor
Nazm
gul
ai gul-e-ra.ngii.n-qabaa ai Gaaza-e-ruu-e-bahaar
tuu hai KHud apne jamaal-e-husn kaa aa.iina-daar
Moin Ahsan Jazbi
Nazm
mujhe sharminda rakhte hain
mire kizb-o-riyaa ko makr ko aur be-iimaanii ko
nafaaq-o-bad-qimaashii ko mire zaahir ko baatin ko
Abu Bakr Abbad
Nazm
ai dil-e-betab Thahar
raat kaa garm lahuu aur bhii bah jaane do
yahii taariikii to hai Gaaza-e-ruKHsaar-e-sahar
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
taaruf
nashsha-e-nargis-e-KHuubaa.n mujh se
Gaaza-e-aariz-o-ruKHsaar huu.n mai.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
naya KHun
mauj-e-KHuu.n Gaaza-e-ruKHsaar-e-umam hotii hai
aa.o ab vaqt kii aavaaz kaa idraak kare.n
Qaisarul Jafri
Nazm
mazdur aurten
tuu aur ra.ng-e-Gaaza-o-gulguuna-o-shahaab
sochaa bhii kis ke KHuun kii bantii hai.n surKHiyaa.n
Jan Nisar Akhtar
Nazm
kaghaz ke phul
apne hii zauq-e-tabassum me.n giraftaar-o-asiir
zard chehre pe mile Gaaza-e-gul-e-ra.ng kii dhuul
Fareed Ishrati
Nazm
ghair-nisabi tariKH
jin par na.are hai.n likhe ghar vo tah-e-KHaak karo
shahr me.n guu.nje faqat naGma-e-tausiif-e-riyaa
Iliyas Babar Aawan
Nazm
dil mere sahra-naward-e-pir dil
chashma-e-makr-o-riyaa shahro.n se duur
reg shab-bedaar hai suntii hai har jaabir kii chaap
Noon Meem Rashid
Nazm
jhuTi taraqqi
ye taraqqii hai ek kizb-e-mahaz
itnii sadiyo.n me.n ham nahii.n badle