SEARCH RESULTS
Showing search results for "gahan"
Ghazal MATCHES FOR "gahan"
Ghazal
Dhaltii na thii kisii bhii jatan se shab-e-firaaq
ai marg-e-naa-gahaa.n tiraa aanaa bahut hu.aa
Ahmad Faraz
Ghazal
sunaa hai dard kii gaahak hai chashm-e-naaz us kii
so ham bhii us kii galii se guzar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Adil Mansuri
Ghazal
taqdiir se ye puuchh rahaa huu.n ki ishq me.n
tadbiir ko.ii bhii sitam-e-naa-gahaa.n kii hai
Dagh Dehlvi
Ghazal
jo hayaat-e-jaavidaa.n hai jo hai marg-e-naa-gahaa.n
aaj kuchh us naaz us andaaz kii baate.n karo
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
mujhe thaa shikva-e-hijraa.n ki ye hu.aa mahsuus
mire qariib se ho kar vo naa-gahaa.n guzre
Jigar Moradabadi
Ghazal
tuu apne gahan me.n hai to mai.n apne gahan me.n
do chaa.nd hai.n ik abr me.n gah bhii nahii.n sakte
Saqi Faruqi
Ghazal
chhoTe se chaa.nd me.n hai zulmat bhii raushnii bhii
niklaa kabhii gahan se aayaa kabhii gahan me.n
Allama Iqbal
Ghazal
umiido.n kaa suuraj na chamkaa na Duubaa
gahan pa.D gayaa jagmagaane se pahle
Shakeel Badayuni
Ghazal
mamnuun huu.n mai.n teraa bahut marg-e-naa-gahaa.n
mai.n ab asiir-e-gardish-e-qismat nahii.n rahaa
Noon Meem Rashid
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
kuchh un se kahne ko baiThe the ham ki KHalvat me.n
raqiib aa hii gayaa marg-e-naa-gahaa.n kii tarah
Dagh Dehlvi
Ghazal
nayaa nahii.n hai mujhe marg-e-naa-gahaa.n kaa payaam
hazaar rang se apnii mujhe KHabar aa.ii
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
naa-gahaa.n shikva-e-bedaad to kar baiThe ham
ab ye hai fikr kare.n un se safaa.ii kyuu.nkar