SEARCH RESULTS
Showing search results for "gard-e-malaal"
Ghazal MATCHES FOR "gard-e-malaal"
Ghazal
chhaTii hai raah se gard-e-malaal mere liye
ki jhuumtii hai havaa Daal Daal mere liye
Hamdam Kashmiri
Ghazal
chehre pe saare shahr ke gard-e-malaal hai
jo dil kaa haal hai vahii dillii kaa haal hai
Malikzaada Manzoor Ahmad
Ghazal
jabiin-e-shauq pe gard-e-malaal chaahtii hai
mirii hayaat safar kaa ma.aal chaahtii hai
Ghalib Ayaz
Ghazal
sar pe Daale hu.e vo gard-e-malaal aataa hai
jab use merii vafaa.o.n kaa KHayaal aataa hai
Girami Chishti
Ghazal
Asad Badayuni
Ghazal
Sagheer Malal
Ghazal
jahaan-e-kohna azal se thaa yuu.n to gard-aaluud
kuchh ham ne KHaak u.Daa kar yahaa.n Gubaar kiyaa
Sagheer Malal
Ghazal
Qamar Malal
Ghazal
use kaise yaad na aa.e tuu zaraa soch to
ki 'malaal' jis se tiraa badal nahii.n bhuultaa
Qamar Malal
Ghazal
thii Gair sub.h-o-masaa bin tire mirii haalat
maluul shab se dino.n se gila-guzaar thaa mai.n
Qamar Malal
Ghazal
Qamar Malal
Ghazal
daftar ho qurb-e-dost ho yaa mahfil-e-suKHan
tanhaa har ek bazm me.n paayaa 'malaal' ko
Qamar Malal
Ghazal
saKHt zamii.n-parast the ahd-e-vafaa ke paasdaar
u.D ke bulandiyo.n me.n ham gard-e-malaal ho ga.e
Jaun Eliya
Ghazal
pe.D jalte rahe aavaara rahii gard-e-malaal
dhuup ne abr kii chhaa.nv ko chhupaa.e rakkhaa
Khumar Mirzada
Ghazal
tavaaf karte rahe sab hii raaste me.n magar
har ek shaKHs hii gard-e-malaal tak pahu.nchaa
zafar iqbal zafar
Ghazal
chuu.n aa.iina dil apnaa kuduurat se saaf rakh
gard-e-malaal ahl-e-safaa ko burii lage
Meer Hasan
Ghazal
kisii ke chehre pe gard-e-malaal dekhtii huu.n
KHudaa kabhii na kabhii to sazaa.e.n detaa hai
Rabia Basri
Ghazal
bahut dabiiz hu.ii jaa rahii hai gard-e-malaal
na jaane kab ye dhulegii vo kab rulaa.egaa
Shamim Farooqui
Ghazal
KHushaa vo daur ki jab thaa masarrato.n kaa hujuum
ruKH-e-hayaat pe gard-e-malaal se pahle