SEARCH RESULTS
Showing search results for "gard-e-malaal"
Nazm MATCHES FOR "gard-e-malaal"
Nazm
ghunchagi ka safar
kabhii gar us ruKH-e-taabinda par ho gard-e-malaal
to apnii jaa.n se nahii.n do jahaa.n se bezaarii
Allama Talib Jauhari
Nazm
zaifa
ye tire sar kii safedii aur ye gard-e-malaal
me.n to kyaa sharmaa rahaa hai KHud KHuda-e-zul-jalaal
Josh Malihabadi
Nazm
nur-jahan
lahore me.n dekhaa use madfuu.n tah-e-marqad
gard-e-kaf-e-paa jis kii kabhii kaahkashaa.n thii
Chandar Bhan Kaifi Dehelvi
Nazm
meri zamin
gard-o-Gubaar-e-KHvaab se
dhund kaa nanhaa nuqta phail rahaa hai
aur ufuq us kii zad me.n hai
Shahryar
Nazm
jannat se bhi aziz hai KHak-e-watan mujhe
miT miT ke gard-e-raah-e-vatan bin rahaa huu.n mai.n
piise hazaar gardish-e-charKH-e-kuhan mujhe
Barq Dehlvi
Nazm
main nahin to kya
mire liye ye udaasii ye sog kyuu.n aaKHir
maliih chehre pe gard-e-fasurdagii kaisii
Sahir Ludhianvi
Nazm
KHak-e-hind
gard-o-Gubaar yaa.n kaa KHil.at hai apne tan ko
mar kar bhii chaahte hai.n KHaak-e-vatan kafan ko