SEARCH RESULTS
Showing search results for "gardish-e-ayyaam"
Ghazal MATCHES FOR "gardish-e-ayyaam"
Ghazal
khel kar silsila-e-gardish-e-ayyaam ke saath
zindagii ham ne guzaarii ba.De aaraam ke saath
Ahmar Gorakhpuri
Ghazal
ehtiraam-e-gardish-e-ayyaam karnaa hii pa.Daa
Gam Galat karne ko shaGl-e-jaam karnaa hii pa.Daa
Akhtar Siddiqui
Ghazal
daastaan-e-gardish-e-ayyaam likhtaa jaa.u.ngaa
mai.n mu.arriKH huu.n tiraa anjaam likhtaa jaa.u.ngaa
Bismillah Adeem
Ghazal
shaam-e-furqat intihaa-e-gardish-e-ayyaam hai
jitnii sub.he.n ho chukii hai.n aaj sab kii shaam hai
Seemab Akbarabadi
Ghazal
pahle to zikr-e-gardish-e-ayyaam aa gayaa
phir dosto.n ke lab pe miraa naam aa gayaa
Sahir Siyalkoti
Ghazal
fitna-e-gardish-e-ayyaam se jii Dartaa hai
saaya-e-zulf-e-siyah-e-faam se jii Dartaa hai
Javed Kamal Rampuri
Ghazal
hariif-e-gardish-e-ayyaam to bane hu.e hai.n
vo aa.e.nge nahii.n aa.e.nge ham saje hu.e hai.n
Akbar Hameedi
Ghazal
shikva-e-gardish-e-ayyaam bhii kar le.n kuchh der
dil ko hasrat-kash-e-aaraam bhii kar le.n kuchh der
Saqib Kanpuri
Ghazal
Waliullah wali
Ghazal
Ghubar Kiratpuri
Ghazal
mast saaqii kii nazar kii jumbihso.n ko kyaa kahuu.n
ya.anii be-parda javaab-e-gardish-e-ayyaam thaa
Vafa Barahi
Ghazal
kushtagaan-e-gardish-e-ayyaam honaa thaa hu.e
gum the ham KHvaabo.n me.n jo anjaam honaa thaa hu.e
Sahabzada Meer Burhan Ali Khan Kaleem
Ghazal
marne vaale KHuub chhuuTe gardish-e-ayyaam se
so rahe hai.n paa.nv phailaa.e hu.e aaraam se
Jaleel Manikpuri
Ghazal
raas aa.ii hai mujhe gardish-e-ayyaam bahut
umr bhar dil ne piye dard-bhare jaam bahut
Shakeel Haidar
Ghazal
jazba-e-ishq ko naakaam kahaa.n tak dekhuu.n
sitam-e-gardish-e-ayyaam kahaa.n tak dekhuu.n
Sabir Dehlavi
Ghazal
patthar pe ko.ii gardish-e-ayyaam nahii.n hai
duniyaa me.n ham aiso.n kaa ko.ii kaam nahii.n hai
Satyanishtha
Ghazal
zindagii gardish-e-ayyaam se aage na ba.Dhii
daastaa.n merii tire naam se aage na ba.Dhii