SEARCH RESULTS
Showing search results for "gardish-e-jaam"
Ghazal MATCHES FOR "gardish-e-jaam"
Ghazal
saaz aahista zaraa gardish-e-jaam aahista
jaane kyaa aa.e nigaaho.n kaa payaam aahista
Makhdoom Mohiuddin
Ghazal
gardish-e-jaam nahii.n gardish-e-ayyaam to hai
sa.ii-e-naakaam sahii phir bhii ko.ii kaam to hai
Ahmad Rahi
Ghazal
gardish-e-jaam bhii hai gardish-e-ayyaam ke saath
zindagii raqs me.n hai saaqii-e-gulfaam ke saath
Zakir Muhib
Ghazal
Ram Krishn Muztar
Ghazal
gardish-e-miinaa-o-jaam dekhiye kab tak rahe
ham pe taqaazaa haraam dekhiye kab tak rahe
Zehra Nigaah
Ghazal
baar baar uThnaa sar-e-mahfil nigaah-e-naaz kaa
gardish-e-jaam-e-sharaab-e-arGavaanii yaad hai
Shiv Ratan Lal Barq Punchhwi
Ghazal
shukriya ai gardish-e-jaam-e-sharaab
mai.n bharii mahfil me.n tanhaa ho gayaa
Salam Machhli shahri
Ghazal
gardish-e-jaam se haT kar bhii tirii aa.nkho.n se
vajd me.n gardish-e-haalaat bhii aa jaatii hai
Qateel Shifai
Ghazal
Gam nahii.n kuchh bhii KHaraabii se hai ham masto.n ko
gardish-e-jaam hai ye gardish-e-ayyaam nahii.n
Shah Aasim
Ghazal
ek hii daur me.n mai.n gir ke na sa.nbhlaa saaqii
gardish-e-jaam hu.ii gardish-e-dauraa.n mujh ko
Suraj Narayan Mehr
Ghazal
gardish-e-jaam to ho gardish-e-ayyaam na ho
ye ko.ii baat hu.ii sub.h to ho shaam na ho
Uma Shankar Shadan Gwaliori
Ghazal
Hafeez Hoshiarpuri
Ghazal
Hafeez Hoshiarpuri
Ghazal
kam nahii.n milk-e-sulemaa.n se visaal-e-saaqii
gardish-e-jaam mujhe halqa-e-KHaatam ho jaa.e
Mirza Raza Barq
Ghazal
Ravish Siddiqi
Ghazal
hai ye miraa hii hausla kartaa huu.n roz saamnaa
gardish-e-sub.h-o-shaam kaa gardish-e-jaam ke baGair
Krishna Mohan
Ghazal
Hafeez Jaunpuri
Ghazal
ek manzar par nazar Thahre to Thahre kis tarah
ham mizaaj-e-gardish-e-ayyaam le kar aa.e hai.n