SEARCH RESULTS
Showing search results for "ghanta"
Ghazal MATCHES FOR "ghanta"
Ghazal
nikaal phe.nkii gha.Dii kalaa.ii se us kii dii hu.ii
ab apne KHaatir ik-aadh ghanTa nikaalnaa hai
Charagh Sharma
Ghazal
Mahwar Sirsivi
Ghazal
tuul-e-Gam-o-aazaar ne naashaad mujh ko kar diyaa
hai ek ghanTa ek din hai ik mahiina ik baras
Nooh Narvi
Ghazal
Sayad Mohammad Abdul Ghafoor Shahbaz
Ghazal
raahib ne mire qashqa sandal kaa lagaayaa hai
naaquus hai ghanTa hai zunnaar hai aur mai.n huu.n
Qasim Ali Khan Afridi
Ghazal
saik.Do.n aaj pa.D ga.ii.n chapte.n
shaiKH jii sur ghaTaa ke dekh liyaa
Inayat Ali Khan Inayat
Ghazal
tumhaare baa'd bhalaa kyaa hai.n va.ada-o-paimaa.n
bas apnaa vaqt ga.nvaa luu.n agar ijaazat ho
Jaun Eliya
Ghazal
tuu ne dekhaa nahii.n aa.iine se aage kuchh bhii
KHud-parastii me.n kahii.n tuu na ga.nvaa le mujh ko
Qateel Shifai
Ghazal
ab to ghabraa ke ye kahte hai.n ki mar jaa.e.nge
mar ke bhii chain na paayaa to kidhar jaa.e.nge
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
tujhe ghaaTaa na hone de.nge kaarobaar-e-ulfat me.n
ham apne sar tiraa ai dost har ehsaan lete hai.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Saba Akbarabadi
Ghazal
Meeraji
Ghazal
jhuktii hu.ii nazar ho ki simTaa hu.aa badan
har ras-bharii ghaTaa ko baras jaanaa chaahiye
Nida Fazli
Ghazal
mai.n talKHii-e-hayaat se ghabraa ke pii gayaa
Gam kii siyaah raat se ghabraa ke pii gayaa
Saghar Siddiqui
Ghazal
sitaaro.n se ulajhtaa jaa rahaa huu.n
shab-e-furqat bahut ghabraa rahaa huu.n