SEARCH RESULTS
Showing search results for "ghar-baar"
Ghazal MATCHES FOR "ghar-baar"
Ghazal
chho.D kar ghar-baar apnaa hasrat-e-diidaar me.n
ik tamaasha ban ke aa baiThaa huu.n kuu-e-yaar me.n
Qamar Jalalvi
Ghazal
piichhaa hii nahii.n chho.Dtii ghar baar kii KHushbuu
raste se ayaa.n hai dar-o-diivaar kii KHushbuu
Jafar Sahni
Ghazal
ghar-baar kahaa.n kuucha o baazaar mirii jaa.n
darvesh ko duniyaa nahii.n darkaar mirii jaa.n
Khursheed Akbar
Ghazal
ghar-baar kaa mai.n bojh uThaate hu.e chalii
kaa.ndhe se kaa.ndhaa sab ke milaate hu.e chalii
Amrina Qaiser
Ghazal
tum vatan chho.D ke ghar-baar kahaa.n jaa.oge
to.D do vaqt kii diivaar kahaa.n jaa.oge
Saqib Harooni
Ghazal
ab tire shahr me.n ghar-baar kahaa.n milte hai.n
log milte hai.n mujhe yaar kahaa.n milte hai.n
Imran Awan
Ghazal
rivaaj-o-rasm na ghar-baar ke musaafir hai.n
ham aur log hai.n us paar ke musaafir hai.n
Tahir Adeem
Ghazal
jo bhii mil jaataa hai ghar-baar ko de detaa huu.n
yaa kisii aur talabgaar ko de detaa huu.n
Akhtar Nazmi
Ghazal
jaane kis ummiid pe chho.D aa.e the ghar-baar log
nafrato.n kii shaam yaad aa.e puraane yaar log
Nomaan Shauque
Ghazal
vahshat thii hame.n bhii vahii ghar-baar se ab tak
sar maare hai.n apne dar o diivaar se ab tak
Meer Taqi Meer
Ghazal
kis ne is dasht me.n ghar-baar luTaanaa hai miyaa.n
aise viiraane ko ham ne hii sajaanaa hai miyaa.n
Faisal Imam Rizvi
Ghazal
Manzar Eijaz
Ghazal
raas aatii nahii.n sab ko ye aavaara-mizaajii
ai dasht-navardo abhii ghar-baar na becho
Azeez Baghravi
Ghazal
raas aatii nahii.n sab ko ye aavaara-mizaajii
ai dasht-navardo abhii ghar-baar na becho