SEARCH RESULTS
Showing search results for "gine"
Ghazal MATCHES FOR "gine"
Ghazal
gintiyo.n me.n hii gine jaate hai.n har daur me.n ham
har qalamkaar kii be-naam KHabar ke ham hai.n
Nida Fazli
Ghazal
raat biitii to gine aable aur phir sochaa
kaun thaa baa.is-e-aaGaaz-e-safar shaam ke ba.ad
Farhat Abbas Shah
Ghazal
dha.Dkane.n dil kii gine KHuu.n me.n ravaanii maa.nge
zindagii ishq kii ai dost javaanii maa.nge
Nushur Wahidi
Ghazal
KHudaa kare ki tirii umr me.n gine jaa.e.n
vo din jo ham ne tire hijr me.n guzaare the
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
sanam terii judaa.ii me.n kaTaa hai vaqt mushkil
gine din hijr me.n kitne calendar jaantaa hai
Amit Ahad
Ghazal
diyaa palaT ke sahaaraa sisaktii beTii ne
ki baap girne lagaa thaa vidaa.ii karte hu.e
aabid umar
Ghazal
nashe me.n hosh kise jo gine hisaab kare
jo tujh ko denaa hai.n bose bilaa hisaab to de
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
do do kar ke bosa-e-mau.uud jab mai.n ne gine
ha.ns ke puuchhaa hai.n ikaTThe ye kiye kab kab ke do
Sardar Ganda Singh Mashriqi
Ghazal
Mukesh Aalam
Ghazal
kis ko fursat jo mirii baat sune zaKHm gine
KHaak huu.n KHaak u.Daane ke liye zinda huu.n
Qamar Iqbal
Ghazal
to.De hai.n jaam taare gine badlii karvaTe.n
aa dekh terii yaad me.n kyaa kyaa nahii.n kiyaa