SEARCH RESULTS
Showing search results for "gire.nge"
Ghazal MATCHES FOR "gire.nge"
Ghazal
na aa.ino.n ko KHabar thii na dast-e-vahshat ko
kahaa.n gire.nge ye patthar jo hai.n uchhaale hu.e
Tariq Qamar
Ghazal
rang jin kaa sabz hai vo kab gire.nge pe.D se
dhuup kii rut zard patte hii u.Daa le jaa.egii
Nadim Balkhi
Ghazal
uThaa.egii jo ham ko vahshat-e-dil yaar ke dar se
gire.nge paa.ezii paa.nv pe apne be.Diyaa.n ho kar
Khwaja Mohammad Wazir
Ghazal
nuqsaan to hamaaraa hai kachche gire.nge ham
tum ne to ek shaaKH hilaanii hai aur bas
Azbar Safeer
Ghazal
havaa chalii mirii uftaadgii kii ai saaqii
gire.nge nashshe me.n sab KHush-KHiraam uTh uTh kar
Muneer Shikohabadi
Ghazal
havaa kii god me.n mauj-e-saraab bhii hogii
gire.nge phuul to Thahregii gard shaaKHo.n par
Jamuna Parsad Rahi
Ghazal
Sabir Zafar
Ghazal
chaltaa hai saath saath KHamoshii kaa ik hujuum
thak kar gire.nge ham to sadaa.e.n lagaa.e.nge
Shahrukh Abeer
Ghazal
Balwant Singh
Ghazal
saaya-e-diivaar par aa.nsuu gire.nge jab mire
chilchilaatii dhuup ke daaman bhii nam ho jaa.e.nge
Naushad Ashhar
Ghazal
Mohsin Khan Mohsin
Ghazal
talvaare.n tan pa.De.ngii hu.ii raushnii agar
'yaavar' gire.nge jism se sar raushnii na kar
Ali Yawar
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
yahaa.n se guzre hai.n guzre.nge ham se ahl-e-vafaa
ye raasta nahii.n parchhaa.iyo.n ke chalne kaa