SEARCH RESULTS
Showing search results for "gul-ezaar"
Ghazal MATCHES FOR "gul-ezaar"
Ghazal
phuul hairat se hame.n dekhaa kiye vaqt-e-visaal
gul-badan ke saath 'aazar' gulsitaa.n kii sair kii
Dilawar Ali Aazar
Ghazal
chaman me.n sair kii KHaatir jo gul-izaar aa.e
KHiraaj-e-husn adaa karne barg-o-baar aa.e
Sabiha Nasreen
Ghazal
jab ek gul-ezaar kii sohbat me.n aa gayaa
aariz kaa rang merii tabii.at me.n aa gayaa
R P Shokh
Ghazal
pahnaa ho bar me.n jaama miraa gul-ezaar surKH
aa.ii hai kyaa maze se chaman me.n bahaar surKH
Fattavat Aurangabadi
Ghazal
samaayaa jab se hai vo gul-ezaar aa.nkho.n me.n
har ek gul nazar aataa hai KHaar aa.nkho.n me.n
Munshi Shiv Parshad Wahbi
Ghazal
jalva-faroz dil me.n hai vo gul-ezaar aaj
uf re KHizaa.n-rasiida chaman kii bahaar aaj
Qaisar Haideri Dehlvi
Ghazal
ham Dhuu.nDte hai.n baaG me.n is gul-ezaar ko
jalva ne jis ke rang diyaa hai bahaar ko
Munshi Bihari Lal Mushtaq Dehlwi
Ghazal
phir aayaa jaam-ba-kaf gul-ezaar ai vaa.iz
shikast-e-tauba kii phir hai bahaar ai vaa.iz
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
Ghazal
gul-ezaar aur bhii yuu.n rakhte hai.n rang aur namak
par mire yaar ke chehre kaa saa Dha.ng aur namak
Gulam Yahya Huzur Azimabadi
Ghazal
Saqib Lakhnavi
Ghazal
ye kyaa ki zaKHm-e-jigar chashm-e-intizaar mile
mile to sohbat-e-huuraan-e-gul-ezaar mile
Anjum Azmi
Ghazal
sayyaad-e-gul-ezaar dikhaataa hai sair-e-baaG
bulbul qafas me.n yaad kare aashiyaana kyaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
is sarv-e-gul-azaar kii tarz-e-KHiraam dekh
KHajlat se ga.D zamiin me.n shamshaad rah gayaa