SEARCH RESULTS
Showing search results for "gulaabii"
Ghazal MATCHES FOR "gulaabii"
Ghazal
laa.e jo mast hai.n turbat pe gulaabii aa.nkhe.n
aur agar kuchh nahii.n do phuul to dhar jaa.e.nge
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
sunaa hai us ke labo.n se gulaab jalte hai.n
so ham bahaar pe ilzaam dhar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Muneer Niyazi
Ghazal
ga.e mausam me.n jo khilte the gulaabo.n kii tarah
dil pe utre.nge vahii KHvaab azaabo.n kii tarah
Parveen Shakir
Ghazal
Bhartendu Harishchandra
Ghazal
dil bas-ki hai diivaana us husn-e-gulaabii kaa
ra.ngii.n hai usii ruu se shaayad Gam-e-furqat bhii
Hasrat Mohani
Ghazal
kam nahii.n nashshe me.n jaa.De kii gulaabii raate.n
aur agar terii javaanii bhii milaa dii jaa.e
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
surma.ii aa.nkh hasii.n jism gulaabii chehraa
is ko kahte hai.n kitaabat pe kitaabat karnaa
Liaqat Jafri
Ghazal
ujaa.D rut ko gulaabii banaa.e rakhtii hai
hamaarii aa.nkh tirii diid se vuzuu kar ke
Mohsin Naqvi
Ghazal
gulaab ambar-o-raihaan motiyaa lobaan
kisii kii zulf-e-mo'attar me.n sab kii KHushbuu milii
Shahzad Qais
Ghazal
jahaa.n hote ho tum dekho gulaabii shaam hotii hai
tumhaaraa zikr hote hii november chiiKH uThtaa hai
Arpit Sharma Arpit
Ghazal
aap kii aa.nkh agar aaj gulaabii hogii
merii sarkaar ba.Dii saKHt KHaraabii hogii
Abdul Hamid Adam
Ghazal
raat kii aa.nkh me.n hai.n halke gulaabii Dore
nii.nd se palke.n hu.ii jaatii hai.n bhaarii us kii
Parveen Shakir
Ghazal
nashsha-e-talKHii-e-ayyaam utartaa hii nahii.n
terii nazro.n ne gulaabii to bahut chhalkaa.ii
Nasir Kazmi
Ghazal
KHum o miinaa mai o mastii ye gulaabii aa.nkhe.n
kitnaa pur-kaif mire hijr kaa afsaana hai