SEARCH RESULTS
Showing search results for "guldaan"
Ghazal MATCHES FOR "guldaan"
Ghazal
Nasir Kazmi
Ghazal
mai.n phuul huu.n to phuul ko gul-daan ho nasiib
mai.n aag huu.n to aag bujhaa denii chaahiye
Rahat Indori
Ghazal
jaise baalo.n me.n ko.ii phuul chunaa kartaa hai
ghar ke gul-daan me.n phuulo.n saa sajaa le.n tum ko
Wasi Shah
Ghazal
ruu-ba-ruu kar ke kabhii apne mahakte surKH ho.nT
ek do pal ke liye gul-daan kar degaa mujhe
Zafar Iqbal
Ghazal
jis tarah faaltuu gul-daan pa.De rahte hai.n
apne ghar ke kisii kone se lagaa de mujh ko
Wasi Shah
Ghazal
tamaam phuul vahii log to.D lete hai.n
vo jin ke kamro.n me.n gul-daan bhii nahii.n hotaa
Rahat Indori
Ghazal
sirf itnaa faasla hai zindagii se maut kaa
shaaKH se to.De ga.e gul-daan me.n rakkhe rahe
Rahat Indori
Ghazal
Shakeb Jalali
Ghazal
gul-daan par hai naram savere kii zard dhuup
halqa banaa hai kaa.nptii kirno.n kaa ghaav par
Ehsan Danish Kandhlvi
Ghazal
Aitbar Sajid
Ghazal
biite hu.e lamhaat ko pahchaan me.n rakhnaa
murjhaa.e hu.e phuul bhii gul-daan me.n rakhnaa
Anjum Khaleeq
Ghazal
'aalam' us ke phuul to kab ke suukh ga.e
kyuu.n taaza apnaa gul-daan nahii.n karte
Alam Khursheed
Ghazal
akele kamre me.n gul-daan bolte kab hai.n
tumhaare ho.nT hai.n shaayad gulaab me.n shaamil
Nida Fazli
Ghazal
dost kyaa ab to munaafiq bhii ko.ii saath nahii.n
suukhe phuulo.n se bhii mahruum ye gul-daan hu.aa
Tariq Qamar
Ghazal
ghar me.n gul-daan sajaa.e hai.n tirii aamad par
aur ik phuul bahaane se alag rakkhaa hai
Dilawar Ali Aazar
Ghazal
titlii rasta bhuul ke aa bhii saktii hai
kaaGaz ke ye phuul abhii gul-daan me.n rakh