SEARCH RESULTS
Showing search results for "guldaan"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "guldaan"
Ghazal
Nasir Kazmi
Ghazal
mai.n phuul huu.n to phuul ko gul-daan ho nasiib
mai.n aag huu.n to aag bujhaa denii chaahiye
Rahat Indori
Sher
Shakeb Jalali
PAGE MATCHES FOR "guldaan"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "guldaan"
Ghazal
jaise baalo.n me.n ko.ii phuul chunaa kartaa hai
ghar ke gul-daan me.n phuulo.n saa sajaa le.n tum ko
Wasi Shah
Ghazal
ruu-ba-ruu kar ke kabhii apne mahakte surKH ho.nT
ek do pal ke liye gul-daan kar degaa mujhe
Zafar Iqbal
Ghazal
jis tarah faaltuu gul-daan pa.De rahte hai.n
apne ghar ke kisii kone se lagaa de mujh ko
Wasi Shah
Ghazal
tamaam phuul vahii log to.D lete hai.n
vo jin ke kamro.n me.n gul-daan bhii nahii.n hotaa
Rahat Indori
Ghazal
sirf itnaa faasla hai zindagii se maut kaa
shaaKH se to.De ga.e gul-daan me.n rakkhe rahe
Rahat Indori
Nazm
hasan kuza-gar (4)
mere jaam o miinaa o gul-daa.n ke reze mile hai.n
ki jaise vo is shahr-e-barbaad kaa haafiza ho.n
Noon Meem Rashid
Ghazal
Shakeb Jalali
Sher
ruu-ba-ruu kar ke kabhii apne mahakte surKH ho.nT
ek do pal ke liye gul-daan kar degaa mujhe
Zafar Iqbal
Ghazal
gul-daan par hai naram savere kii zard dhuup
halqa banaa hai kaa.nptii kirno.n kaa ghaav par











