SEARCH RESULTS
Showing search results for "gulo"
Ghazal MATCHES FOR "gulo"
Ghazal
dau.De hai phir har ek gul-o-laala par KHayaal
sad-gulsitaa.n nigaah kaa saamaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
us kii baate.n ki gul-o-laala pe shabnam barse
sab ko apnaane kaa us shoKH ko jaaduu aa.e
Bashir Badr
Ghazal
zamiin-e-chaman gul khilaatii hai kyaa kyaa
badaltaa hai rang aasmaa.n kaise kaise
Haidar Ali Aatish
Ghazal
tuu barg-e-gayaahe na dahii ahl-e-KHirad raa
o kisht-e-gul-o-laala ba-baKHshad ba-KHare chand
Allama Iqbal
Ghazal
ab kise ranj-e-asiirii ki qafas me.n sayyaad
saare manzar gul-o-gulzaar ke rakh dete hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
hai ra.ng-e-laala-o-gul-o-nasrii.n judaa judaa
har rang me.n bahaar kaa isbaat chaahiye
Mirza Ghalib
Ghazal
Ali Sardar Jafri
Ghazal
ye mausam-e-gul garche tarab-KHez bahut hai
ahvaal-e-gul-o-laala Gam-a.ngez bahut hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
mausam ke bahaane gul-o-gulzaar nikal aa.e
tum bhii ko.ii bahruup badalte hu.e aa jaa.o
Javed Saba
Ghazal
dasht-e-Gurbat me.n rulaate hai.n hame.n yaad aa kar
ai vatan tere gul o sumbul o raihaa.n kyaa kyaa
Akhtar Shirani
Ghazal
gulo-aa.iinaa kyaa KHurshiid-o-mah kyaa
jidhar dekhaa tidhar teraa hii ruu thaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
zamiin farsh-e-gul-o-laala se sajaa.ii ga.ii
phir is zamii.n kii amaanat banaa diye ga.e ham
Iftikhar Arif
Ghazal
ra.ng-e-tamkiin-e-gul-o-laalaa pareshaa.n kyuu.n hai
gar charaaGaan-e-sar-e-rah-guzar-e-baad nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
aa.o ab mil ke gulistaa.n ko gulistaa.n kar de.n
har gul-o-laala ko raqsaa.n o Gazal-KHvaa.n kar de.n
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
pata to fasl-e-gul-o-laala kaa nahii.n maaluum
sunaa hai qurb-o-javaar-e-KHizaa.n me.n rahtii hai