SEARCH RESULTS
Showing search results for "gundo.n"
Ghazal MATCHES FOR "gundo.n"
Ghazal
Wahid Ansari Burhanpur
Ghazal
gulo.n me.n rang bhare baad-e-nau-bahaar chale
chale bhii aa.o ki gulshan kaa kaarobaar chale
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Nasir Kazmi
Ghazal
ruuho.n ke parda-posh gunaaho.n se be-KHabar
jismo.n kii nekiyaa.n hii ginaataa rahaa huu.n mai.n
Jaun Eliya
Ghazal
mai.n phuul huu.n to phuul ko gul-daan ho nasiib
mai.n aag huu.n to aag bujhaa denii chaahiye
Rahat Indori
Ghazal
sun.ne vaale ghanTo.n sunte rahte hai.n
meraa fasaana sab kaa fasaanaa lagtaa hai
Kaif Bhopali
Ghazal
zindagii ko bhii sila kahte hai.n kahne vaale
jiine vaale to gunaaho.n kii sazaa kahte hai.n
Sudarshan Faakir
Ghazal
jaise baalo.n me.n ko.ii phuul chunaa kartaa hai
ghar ke gul-daan me.n phuulo.n saa sajaa le.n tum ko
Wasi Shah
Ghazal
gulo.n ko sun.naa zaraa tum sadaa.e.n bhejii hai.n
gulo.n ke haath bahut sii du.aa.e.n bhejii hai.n
Gulzar
Ghazal
Tahzeeb Hafi
Ghazal
puuchhuu.n kabhii Guncho.n se sitaaro.n se havaa se
tujh se hii magar aa ke tiraa naam na puuchhuu.n
Kishwar Naheed
Ghazal
jis tarah faaltuu gul-daan pa.De rahte hai.n
apne ghar ke kisii kone se lagaa de mujh ko
Wasi Shah
Ghazal
ruu-ba-ruu kar ke kabhii apne mahakte surKH ho.nT
ek do pal ke liye gul-daan kar degaa mujhe
Zafar Iqbal
Ghazal
tumhaare jism kii KHushbuu gulo.n se aatii hai
KHabar tumhaarii bhii ab duusro.n se aatii hai
Munawwar Rana
Ghazal
merii zabaa.n se quvvat-e-goyaa.ii chhiin kar
guu.ngo.n kii daastaan me.n rakkhaa gayaa mujhe
Jahangeer Nayab
Ghazal
gulaab aur aisaa ki tanhaa bahaar le aa.e
bahisht me.n bhii hai gunjaan shoKH gul kii galii