SEARCH RESULTS
Showing search results for "guruub"
Ghazal MATCHES FOR "guruub"
Ghazal
phir us ke baa'd nazaare nazar ko tarse.nge
vo jaa rahaa hai KHizaa.n ke gulaab de jaa.o
Bashir Badr
Ghazal
jo aaftaab kabhii bhii Guruub hotaa nahii.n
hamaaraa dil hai usii kii shu.aa.e.n bhejii hai.n
Gulzar
Ghazal
'faraaz' duur ke suuraj Guruub samjhe ga.e
ye daur-e-kam-nazaraa.n hai qariib aa jaa.o
Ahmad Faraz
Ghazal
vaqt-e-Guruub aaj karaamaat ho ga.ii
zulfo.n ko us ne khol diyaa raat ho ga.ii
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Sabir Zafar
Ghazal
dariyaa Guruub hone chalaa thaa ki aaj raat
Garqaab kashtiyo.n ne uchhaalii hai raushnii
Shaheen Abbas
Ghazal
kuchh aise dhyaan me.n chehra tiraa tuluu.a hu.aa
Guruub-e-shaam kaa manzar nikhar gayaa mujh me.n
Rehman Faris
Ghazal
suuraj Guruub hote hii tanhaa hu.e shajar
jaane kahaa.n a.ndhero.n me.n saaya nikal gayaa
Bharat Bhushan Pant
Ghazal
sahar hu.ii to bahut der tak dikhaa.ii diyaa
Guruub hotii hu.ii raat kaa kinaara mujhe
Zafar Iqbal
Ghazal
do pal ke hai.n ye sab mah o aKHtar na bhuulnaa
suuraj Guruub hone kaa manzar na bhuulnaa
Ajmal Ajmali
Ghazal
isii kinaara-e-dariyaa-e-zaat par har-dam
Guruub hotaa huu.n us paar se nikaltaa huu.n
Zafar Iqbal
Ghazal
tuluu-e-sub.h se pahle Guruub-e-shaam ke baad
Thahar ga.ii mire siine me.n raat chaltii hu.ii
Aziz Nabeel
Ghazal
Guruub hote ga.e raat ke a.ndhero.n me.n
naved-e-amn ke suuraj ko Dhuu.nDte hu.e din
Amjad Islam Amjad
Ghazal
Zubair Rizvi
Ghazal
Shaheen Abbas
Ghazal
saaGar-e-mai hii me.n hotaa hai tuluu aur Guruub
aafrii.n bar-dil-e-rindaan-e-KHaraabaat ai 'josh'
Josh Malihabadi
Ghazal
aa.o phir dhuum se ho aaj Guruub aur tuluu
sunnat-e-bandagi-e-shams-o-qamar taaza kare.n