SEARCH RESULTS
Showing search results for "guruub"
Nazm MATCHES FOR "guruub"
Nazm
KHizr-e-rah
yaa numaayaa.n baam-e-garduu.n se jabiin-e-jibra.iil
vo sukuut-e-shaam-e-sahraa me.n Guruub-e-aaftaab
Allama Iqbal
Nazm
kisan
jhuTpuTe kaa narm-rau dariyaa shafaq kaa iztiraab
khetiyaa.n maidaan KHaamoshii Guruub-e-aaftaab
Josh Malihabadi
Nazm
hinDola
yahii.n tuluu hu.ii.n aur yahii.n Guruub hu.ii.n
isii zamiin se ubhre ka.ii uluum-o-funuun
Firaq Gorakhpuri
Nazm
KHudaon se kah do
us din suuraj Guruub honaa bhuul jaa.e
ki raushnii ko mere saath dafn nahii.n honaa chaahiye
Kishwar Naheed
Nazm
pas-e-aina
mai.n jaantaa huu.n ki KHurshiid hai jalaal-ma.aab
magar Guruub se KHud ko rihaa.ii detaa nahii.n
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
suraj ka shahr
aur ye raat hai yaa siyaah suuraj?
Guruub ho kar bhii aasmaan o zamii.n se paiham guzar rahaa hai
Shahab Jafri
Nazm
thoDa thoDa mil kar bahut ho jata hai
gayaa ek hii baar suuraj na Duub
magar rafta rafta hu.aa hai Guruub
Ismail Merathi
Nazm
shair-e-mashriq ki arz-dasht
mashriq se aaftaab nikaltaa hai aaj bhii
par manzar-e-Guruub bahut dil-nashii.n hai kyuu.n
Zaheer Siddiqui
Nazm
ye KHalaf ka wada hai
din Guruub hote hii zauq-e-muntaKHab chamkaa
kaash ye nahii.n hotaa kaash mai.n vahii.n hotaa
Javed Nasir
Nazm
shuur
Guruub-e-shaam zavaal-e-shab o numuud-e-sahar
tamaam aalam-e-raanaa.ii bazm-e-barnaa.ii
Ali Sardar Jafri
Nazm
sae
to din ke gahre samundar me.n Duub jaate hai.n
yuu.nhii hamesha tuluu.a o Guruub hote hai.n