SEARCH RESULTS
Showing search results for "gusul-khaane"
Ghazal MATCHES FOR "gusul-khaane"
Ghazal
jab ye dekhaa ki nahaate hai.n vo na.nge ho kar
khi.Dkiyaa.n to.D dii.n sab mai.n ne Gusul-KHaane kii
Boom Merathi
Ghazal
jism par saabun thaa paanii Gusl-KHaane se gayaa
aap kii mistake Thahrii mai.n nahaane se gayaa
Khalid Irfan
Ghazal
shaaKH par KHuun-e-gul ravaa.n hai vahii
shoKHii-e-ra.ng-e-gulsitaa.n hai vahii
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
rakhnaa KHam-e-gesuu me.n yaa dil ko rihaa karnaa
kuchh kah to sahii zaalim aaKHir tujhe kyaa karnaa
Naseem Bharat Puri
Ghazal
kyo.n pareshaa.n ho KHam-e-gesuu par
dil jo uljhe to na suljhaa.iyegaa
Munshi Banwari Lal Shola
Ghazal
KHam-e-gesuu ko chhu.aa thaa kis ke
shab se gulshan me.n sabaa-bandii hai
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
miTaa miTaa ke banaa.e ga.e KHam-e-gesuu
pa.Dii girah pe girah ek mubtalaa ke liye
Ameer Raza Mazhari
Ghazal
Gusl-KHaane me.n ye Gassaal se murda bolaa
jail hai qabr to ye ghar hai havaalaat mujhe
Zareef Lakhnavi
Ghazal
mere ghar ke saare bartan ab puraane ho ga.e
jo 'ibaadat kii jagah thii Gusl-KHaane ho ga.e
Herssh Adeeb
Ghazal
zinda raho mumkin hai sa.nvar jaa.e kisii roz
qismat ko.ii un kaa KHam-e-gesuu to nahii.n hai
Rais-Us-Shakri
Ghazal
qaus-e-abruu KHam-e-gesuu shikan-e-peshaanii
aaj bhii ishq ke pechiida masaa.il to nahii.n
Mani Nagpuri
Ghazal
mashshaata-garii apnii sabaa laakh dikhaa de
pahu.nche KHam-e-gesuu ko tire kab shikan-e-mauj
Karamat Ali Shaheedi
Ghazal
dil kisii ke KHam-e-gesuu me.n pha.nsaa baiThaa huu.n
is ko kahte hai.n giraftaar-e-balaa ho jaanaa
Hajir Dehlwi
Ghazal
ghaaT par talvaar ke nahlaa.iiyo mayyat mirii
kushta-e-abruu huu.n mai.n kyaa Gusl-KHaana chaahiye
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
mai.n to har har KHam-e-gesuu kii talaashii luu.ngaa
ki miraa dil hai tire gesuu-e-KHamdaar ke paas