SEARCH RESULTS
Showing search results for "guth"
Ghazal MATCHES FOR "guth"
Ghazal
kaav-kaave mizha-e-yaar o dil-e-zaar-o-nazaar
guth ga.e aise shitaabii ki chhu.Daayaa na gayaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
saato.n suro.n me.n mutrib gat bhii ye guth rahe hai.n
hai.n sam pe aa Thaharte yakjaa nadaan aaTho.n
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
Qayem Chaandpuri
Ghazal
Baqaullah 'Baqa'
Ghazal
tamaam umr miraa dil usii dhu.e.n me.n ghuTaa
vo ik charaaG thaa mai.n ne use bujhaayaa hai
Bashir Badr
Ghazal
jo uljhii thii kabhii aadam ke haatho.n
vo gutthii aaj tak suljhaa rahaa huu.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
ravish buzurgo.n kii shaamil hai merii ghuTTii me.n
zaruuratan bhii sakhii kii taraf nahii.n dekhaa
Munawwar Rana
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
zaraa sii baat pe ghuT ghuT ke sub.h kar denaa
mirii tarah bhii ko.ii meraa Gam-gusaar na ho
Waseem Barelvi
Ghazal
Saqib Lakhnavi
Ghazal
maslahat-koshi-e-ahbaab se dam ghuTtaa hai
kisii jaanib se ko.ii na.ara-e-yaahuu aa.e
Zia Jalandhari
Ghazal
ghuTii ghuTii sii lagii raat anjuman kii fazaa
charaaG jo bhii jalaa kuchh bujhaa bujhaa saa lagaa
Iqbal Azeem
Ghazal
dam ghuTaa jaataa hai afsurda-dilii se yaaro
ko.ii afvaah hii phailaa.o ki kuchh raat kaTe
Nasir Kazmi
Ghazal
hujuum-e-tamannaa se ghuTte the dil me.n
jo mai.n roktaa bhii to naale na rahte
Saqib Lakhnavi
Ghazal
zabt kartaa huu.n to ghuTtaa hai qafas me.n miraa dam
aah kartaa huu.n to sayyaad KHafaa hotaa hai
Qamar Jalalvi
Ghazal
thii.n laakh garche mahshar o marqad kii uljhane.n
gutthii ko zabt-e-shauq kii suljhaa ke pii gayaa