SEARCH RESULTS
Showing search results for "ha.ngaama-e-raftaar"
Ghazal MATCHES FOR "ha.ngaama-e-raftaar"
Ghazal
chhuu ke aa.ii hai sabaa aaj zaruur un ke qadam
varna ye shoKHii-e-raftaar kahaa.n se aa.ii
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
ruu-posh nigaaho.n se hai hangaama-e-fardaa
aa.iina-e-idraak pe bhii gard jamii hai
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
aaj hii aaj hai fardaa-e-qayaamat maujuud
do gha.Dii aur jo ha.ngaama-e-raftaar rahaa
Anwar Dehlvi
Ghazal
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
ha.ngaama-e-zabuuni-e-himmat hai infi.aal
haasil na kiije dahr se ibrat hii kyuu.n na ho
Mirza Ghalib
Ghazal
ye ruu-e-daraKHshaa.n ye zulfo.n ke saa.e
ye ha.ngaama-e-sub.h-o-shaam allaah allaah
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Ghazal
kyaa kabk ko dikhlaate ho andaaz-e-KHiraam aah
hasrat-zada-e-shoKHi-e-raftaar to ham hai.n
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
ehsaan hai mashiyyat-e-parvardigaar kaa
ha.ngaama-e-hayaat-e-bashar KHatm ho chalaa
Saba Naqvi
Ghazal
KHatm hone ko hai ha.ngaama-e-tuufaan-e-hayaat
dard kyo.n hotaa hai kaafuur tumhe.n kyaa ma.aluum
Jurm Mohammadabadi
Ghazal
hai ruu-e-zamii.n arsa-e-mahshar unhe.n har roz
jo dil-shuda-e-qaamat-o-raftaar hai.n tere
Hasrat Azimabadi
Ghazal
ye kyaa hangaamaa-e-kaun-o-makaa.n hai
mai.n kyaa huu.n aur nazar merii kahaa.n hai
Akbar Allahabadi
Ghazal
ham bhii ha.ngaama-e-baazaar-e-jahaa.n se guzre
jaise 'ziishaan' ko.ii nii.nd me.n chalne lag jaa.e
Zeeshan Athar
Ghazal
garm hai ha.ngaama-e-shaam-o-sahar mere liye
raat din gardish me.n hai.n shams o qamar mere liye
Jigar Moradabadi
Ghazal
ik samt jashn-e-shaadii-o-ha.ngaama-e-nishaat
ik samt hashr aah-o-fuGaa.n dekhtaa huu.n mai.n