SEARCH RESULTS
Showing search results for "haalat-e-haal-e-dil"
Ghazal MATCHES FOR "haalat-e-haal-e-dil"
Ghazal
haalat-e-haal se begaana banaa rakkhaa hai
KHud ko maazii kaa nihaa.n-KHaana banaa rakkhaa hai
Abbas Qamar
Ghazal
khul jaa.egaa haal-e-dil-e-afgaar hamaaraa
pa.Dhte hai.n vo guldasta-e-ash.aar hamaaraa
Ranj Merthi
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
ham jinhe.n haal-e-dil-e-zaar sunaane nikle
un ke to aur alamnaak fasaane nikle
Hasan Nawab Hasan
Ghazal
un ko haal-e-dil-e-pur-soz sunaa kar uTThe
aur do-chaar ke ghar aag lagaa kar uTThe
Zaheer Dehlvi
Ghazal
dosto haal-e-dil-e-zaar zaraa us se kaho
kam na ho is me.n zaraa balki sivaa us se kaho
Kishan Kumaar Waqaar
Ghazal
kyaa zubuu.n haal-e-dil-e-ranjuur hai
daaG dil me.n daaG me.n naasuur hai
Raja Girdhari Parsad Baqi
Ghazal
us ne haal-e-dil-e-naashaad na dekhaa na sunaa
aisaa zaalim sitam-iijaad na dekhaa na sunaa
Faheemuddin Ahmad Faheem
Ghazal
Samar Badauni
Ghazal
qaabil-e-sharh miraa haal-e-dil-e-zaar na thaa
sun.ne vaale to bahut the ko.ii Gam-KHvaar na thaa
Bismil Allahabadi
Ghazal
kyaa haal-e-dil sunaa.uu.n tujhe dekhne ke baad
vo dil kahaa.n se laa.uu.n tujhe dekhne ke baad