SEARCH RESULTS
Showing search results for "halqa-e-sad"
Ghazal MATCHES FOR "halqa-e-sad"
Ghazal
jo KHvaab mujhe halqa-e-sad-KHvaab me.n laayaa
tasviir banaa mai.n use ahbaab me.n laayaa
Mumtaz Athar
Ghazal
daam-e-har-mauj me.n hai halqa-e-sad-kaam-e-naha.ng
dekhe.n kyaa guzre hai qatre pe guhar hote tak
Mirza Ghalib
Ghazal
tah-e-girdaab nihaa.n thaa na sar-e-aab ayaa.n
ya.anii vo halqa-e-sad-mauj-e-hunar me.n gum thaa
Sultan Akhtar
Ghazal
luTaa sakte hai.n ulfat me.n vo jaane.n
bahut ai 'saad' matvaale pa.De hai.n
Arshad Sad Rudaulvi
Ghazal
'saad' raaz-e-dil kah de aaj un se tuu jaa kar
umr-bhar sataa.egii tujh ko ye jhijhak varna
Arshad Sad Rudaulvi
Ghazal
yaa to mirii bastii ke sabhii log hai.n andhe
yaa halqa-e-aafaaq me.n suuraj kii kamii hai
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
dil se dimaaG o halqa-e-irfaa.n se daar tak
ham KHud ko Dhuu.nDte hu.e pahu.nche kahaa.n kahaa.n
Ibn-e-Safi
Ghazal
zamaana qissa-e-daar-o-rasan ko bhuul na jaa.e
kisii ke halqa-e-gesuu me.n vo kashish hii nahii.n
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
naza.a me.n aa.e hai.n sad afsos jiite-jii na aa.e
vo hai.n aane ko to ab tayyaar hai.n jaane ko ham
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
halqa-e-suud-e-ziyaa.n se ho ke begaana chalaa
be-niyaazaana thaa aayaa be-niyaazaana chalaa
Raza Jaunpuri
Ghazal
aazaadii-e-nasiim mubaarak ki har taraf
TuuTe pa.De hai.n halqa-e-daam-e-havaa-e-gul
Mirza Ghalib
Ghazal
hai tamannaa-e-sukuu.n dil ko to 'qaisii' kii tarah
halqa-e-dard-e-mohabbat-zadagaa.n me.n aa jaa
Aziz Qaisi
Ghazal
hinaa-e-naaKHun-e-paa ho ki halqa-e-sar-e-zulf
chhupaa.o bhii to ye jaaduu nikal hii aate hai.n
Mohammad Deen Taseer
Ghazal
kyuu.nkar na qurb-e-haq kii taraf dil miraa kiijiye
gardan asiir-e-halqa-e-habl-ul-variid hai
Bedam Shah Warsi
Ghazal
KHud-aashnaa nahii.n to mukammal nahii.n hayaat
dil ko asiir-e-halqa-e-ahl-e-nazar karo