SEARCH RESULTS
Showing search results for "ham-hama"
Ghazal MATCHES FOR "ham-hama"
Ghazal
kitnii sharmiilii lajiilii hai havaa barsaat kii
miltii hai un kii adaa se har adaa barsaat kii
Nazeer Banarasi
Ghazal
kuchh to nayaa kiyaa hai havaa ne pataa karo
barham hai.n kyuu.n charaaG puraane pataa karo
Anjum Barabankvi
Ghazal
siyaah-raat pashemaa.n hai ham-rakaabii se
vo raushnii hai tire Gam kii maahtaabii se
Ahmad Fakhir
Ghazal
miraa dam rahegaa jab tak ye hamaa-hamii rahegii
na miraa galaa rahegaa na tirii chhurii rahegii
Kaleem Aajiz
Ghazal
yuu.n na begaana raho giit sunaatii hai havaa
dil kii sargoshii suno giit sunaatii hai havaa
Rashid Anwar Rashid
Ghazal
kitnii so.ii hu.ii Tiiso.n ko jagaatii hai havaa
jab bhii puurab kii taraf se kabhii aatii hai havaa
Raees Ansari
Ghazal
kyaa hu.aa husn hai ham-safar yaa nahii.n
ishq manzil hii manzil hai rasta nahii.n
Khumar Barabankavi
Ghazal
is shahr me.n chaltii hai havaa aur tarah kii
jurm aur tarah ke hai.n sazaa aur tarah kii
Mansoor Usmani
Ghazal
sambhal ke rahiyegaa Gusse me.n chal rahii hai havaa
mizaaj garm hai mausam badal rahii hai havaa
Govind Gulshan
Ghazal
kyaa ko.ii yaad tire dil ko dukhaatii hai havaa
sard sannaaTe me.n kyuu.n shor machaatii hai havaa
Rashid Anwar Rashid
Ghazal
ka.ii dino.n se jo zahriilii chal rahii hai havaa
na jaane kaun se aa.ngan me.n pal rahii hai havaa
Farooq Noor
Ghazal
qadam qadam pe kha.Dii hai havaa payaam liye
ki aa rahii hai KHizaa.n apnaa intizaam liye
Faiz rahil Khan
Ghazal
garm hai havaa hu.aa hai aag aab in dino.n
be-hisaab Gaiz me.n hai aaftaab in dino.n
Himanshu Chakrpani
Ghazal
kab gul hai havaa-KHvaah sabaa apne chaman kaa
vaa jumbish-e-dam se hai rafuu zaKHm-e-kuhan kaa