SEARCH RESULTS
Showing search results for "ham-sharaab"
Ghazal MATCHES FOR "ham-sharaab"
Ghazal
piyuu.n na rashk se KHuu.n kyuu.nki dam-ba-dam apnaa
ki saath Gair ke vo aaj ham-sharaab hu.aa
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
kuchh aisii be-KHudii chhaa.ii thii Gam kii ai 'saahir'
ki ham sharaab bhii pii kar KHumaar ko tarse
Sahir Bhopali
Ghazal
subuu me.n aks-e-ruKH-e-maahtaab dekhte hai.n
sharaab piite nahii.n ham sharaab dekhte hai.n
Arif Imam
Ghazal
mashaqqatii hai.n tire kaaKH-o-kuu-e-hijr ke ham
sharaab-e-hijr pyaale me.n bhar ke dekhte hai.n
Aamir Suhail
Ghazal
hai abhii mahtaab baaqii aur baaqii hai sharaab
aur baaqii mere tere darmiyaa.n sad.haa hisaab
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
ik qayaamat hai javaanii ik qayaamat hai shabaab
har tabassum ek tuufaa.n har nazar ik inqalaab
Sharib Lakhnavi
Ghazal
mastii hai kaifiyat hai nasha hai sharaab hai
terii nigaah baada-kado.n kaa javaab hai
Shaukat Wasti
Ghazal
dariyaa me.n hai saraab ajab ibtilaa me.n huu.n
mai.n bhii husain hii kii tarah karbalaa me.n huu.n
Ibraheem Hosh
Ghazal
mirii nigaah me.n saaqii bhii hai sharaab bhii hai
ki maahtaab bhii hai aur aaftaab bhii hai
Arman Rampuri
Ghazal
duniyaa kii har sharaab se behtar tirii sharaab
piite hai.n tere yaar baraabar tirii sharaab
Akhtar Hashmi
Ghazal
kis qadar tez hai shabaab kii dhuup
jaise bhaado.n me.n aaftaab kii dhuup