SEARCH RESULTS
Showing search results for "hamne"
Ghazal MATCHES FOR "hamne"
Ghazal
is qadar taazgii rakhii hai nazar me.n hamne
ko.ii manzar ho puraanaa to nayaa dekhte hai.n
Asim Wasti
Ghazal
justujuu jis kii thii us ko to na paayaa ham ne
is bahaane se magar dekh lii duniyaa ham ne
Shahryar
Ghazal
ham ne hii lauTne kaa iraada nahii.n kiyaa
us ne bhii bhuul jaane kaa va.ada nahii.n kiyaa
Parveen Shakir
Ghazal
apnii anaa kii aaj bhii taskiin ham ne kii
jii bhar ke us ke husn kii tauhiin ham ne kii
Iqbal Sajid
Ghazal
kiyaa hai pyaar jise ham ne zindagii kii tarah
vo aashnaa bhii milaa ham se ajnabii kii tarah
Qateel Shifai
Ghazal
jiitne me.n bhii jahaa.n jii kaa ziyaa.n pahle se hai
aisii baazii haarne me.n kyaa KHasaara dekhnaa
Parveen Shakir
Ghazal
tamaam umr tiraa intizaar ham ne kiyaa
is intizaar me.n kis kis se pyaar ham ne kiyaa
Hafeez Hoshiarpuri
Ghazal
ham ne kab chaahaa ki vo shaKHs hamaaraa ho jaa.e
itnaa dikh jaa.e ki aa.nkho.n kaa guzaara ho jaa.e
Yasir Khan Inam
Ghazal
ik din KHud ko apne paas biThaayaa ham ne
pahle yaar banaayaa phir samjhaayaa ham ne
Shariq Kaifi
Ghazal
Shahzad Ahmad
Ghazal
ham ne kaaTii hai.n tirii yaad me.n raate.n aksar
dil se guzrii hai.n sitaaro.n kii baraate.n aksar
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
kahaa jo ham ne ''hame.n dar se kyuu.n uThaate ho''
kahaa ki ''is liye tum yaa.n jo Gul machaate ho''
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
lagaa ke daav pe saa.nso.n kii aaKHirii puu.njii
vo mutma.in hai chalo haarne kaa Dar to gayaa