SEARCH RESULTS
Showing search results for "havaarii"
Ghazal MATCHES FOR "havaarii"
Ghazal
apne dushman se mai.n be-vaj.h KHafaa thaa 'mohsin'
mere qaatil to mire apne havaarii nikle
Mohsin Naqvi
Ghazal
dono.n haatho.n me.n uThaa.e hu.e bhaarii patthar
maarne aa.e hai.n iisaa ko havaarii patthar
Jafar Tahir
Ghazal
Yusuf Zafar
Ghazal
is tarah ke kuchh havaarii saath iisaa ke bhii the
jis tarah hai gird mere halqa-e-ahbaab saa
Murtaza Barlas
Ghazal
ham a.ndhero.n ke havaarii ban ke zinda hai.n magar
zindagii sharmindagii hai raushnii ai raushnii
Hasan Akhtar Jaleel
Ghazal
jin kii taa.iid pe chamke the anaa ke jauhar
phir sar-e-daar na dekhe vo havaarii ham ne
Syed Anjum Jafri
Ghazal
israr Kafeel
Ghazal
Jashn Abbas
Ghazal
tumhe.n zaruur ko.ii chaahato.n se dekhegaa
magar vo aa.nkhe.n hamaarii kahaa.n se laa.egaa
Bashir Badr
Ghazal
jo ham pe guzrii so guzrii magar shab-e-hijraa.n
hamaare ashk tirii aaqibat sa.nvaar chale
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ye na thii hamaarii qismat ki visaal-e-yaar hotaa
agar aur jiite rahte yahii intizaar hotaa
Mirza Ghalib
Ghazal
chipak rahaa hai badan par lahuu se pairaahan
hamaare jaib ko ab haajat-e-rafuu kyaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
hamaare KHat ke to purze kiye pa.Dhaa bhii nahii.n
sunaa jo tuu ne ba-dil vo payaam kis kaa thaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
kyaa kahe.n kitne maraasim the hamaare us se
vo jo ik shaKHs hai mu.nh pher ke jaane vaalaa